1 : Hkr or Silsila Sawal : 1 Aap kitnay arsay sy silsilay sy attach hein…??? Sawal : 2  Aap k Ustad ka naam…? Aap k *GC* yani Group Commander ka naam…? Sawal : 3  Silsilay sy attach jis maqsad k leay hoay thay wo pora hoa ya nai…? Or agar pora nai hoa tou ab aap osay kis nazar sy daikhtay hein…?? Sawal : 4 Aap ko silsalay sy attach honay sy pehlay or ab ke zindagi mein kis hawalay sy farq mehsoos hota hy…?? In short bataein…!! Sawal : 5 Aap apne daily routine ke zimadarion k sath sath silsilay ki activities orRead More →

2 : Hkr or Ustad  Sawal : 1 Daily Ustad Aap sy pehly rabta karta ya Aap…?? Sawal : 2 Aap ka Ustad sy raabta kam hy ya Zayada…? Or ziada rabta msg par hota hy ya call par…?? Sawal : 3 Apnay Ustad k illawa… Apnay GC or Murshed je k sath rabta hay ya nahi…or agar hy to kis had tak…??? Sawal : 4 Aap ko Ustad k sath raabtay sy koe faida bhe mehsoos hota hy ya kuch khass farq nai parrta…?? Sawal : 5 Aap k mobil use karnay or ustad say raabtay par ghar walon ko agar issue hota hy tou…Read More →

3: Hkr or zat pay kam Sawal : 1 Aap ny silsilay ke kon kon se training kar le hoe hein…??? Sawal : 2 Zaat par kaam k hawalay sy taleemaat par amal ke waja sy aap apnay andar kis kis tara ke change mehsos kar rahay hein…?? Koe misaal dain…!! Sawal : 3 Aap k ghar walay ya milnay walay bhe aap ke tabdeeli ko mehsoos kar rahay hein ya abhe nai…??? Agar kar rahay tou kia comments hotay…?? Sawal : 4 Zaat par kaam karna tou bohat mukhil hota hy… Aap kis chahat… khwahish ya maqsad k leay ye kaam kar rahay hein…??Read More →

4: Hkr or ALLAH ka ehsas Sawal :1  Allah ke aashanaai or qurbat panay ke chahat rakhnay walay hkr k leay sab sy pehla qadam namaz ke baqaaidi zarori hy… Is hawalay sy aap bataein k… Aap ke daily namaz or tilawat ke routine kaisi hy…?? Kia Ustad aap ko is hawalay sy guide karta… raghbat dilata or pochta hy ya nai…??   Sawal : 2  Silsilay sy attach honay k baad… Allah sy piar bharrha hy ya dar or khaoff barrha hy…??   Sawal : 3 Pehlay jaisay dua kartay thay… Or ab jaisay dua karna sikhaya geya hy tou is mein Allah kRead More →