Day 20
? DAY 20 ? ? ALLAH bila takhseekh hr bunday sy piyaar krnay Wala hai? ALLAH ❤ ki azal sy Apnay bunday sy muhabbat hai. Piyaar krna USKI ❤ sift hai. US nay hr ek kay liye muhabbat aam kr di kay WO Apnay bunday sy 70 maaon sy bhi zada piyaar krta hai. Is mein US nay kisi gunahgaar ya naiko kaar kay darmiyaan farq nahi rehta. ALLAH ❤ bila takhseekh hr bunday ko 70 maaon sy zada piyaar krnay Wala hai. Ab US nay to piyaar kiya magar hum US kay piyaar kay badlay mein kia kr rhay hain. Kon USKI muhabbat meinRead More →