Sawal 1 … Dua mein rukawat ki wajuhaat kiaa ho skti hain ? points mein share krein… Key 20 : Dil mein Madad Mangnay Kay Ehsas ki kamii honaa ………. Aksarr humein Dua mein paish honay Mein is rukawat kaa samna hota hai kay humaray ander iss ehsas ki kamii hui hoti hai kay humien bhi madad ki zarorat hai Apnay Zor baazu per to kuch mumkin nahin… Jb tk kay Apnay Maalik kaa saharaa naa talab krein. Ye Rukawat aisi hoti hai kay humein Allah syy madad kay liyee Duaa tkk Anay Ki zaroorat bhi mehsoos nai honay deti. kyun kay Dua mein to apnaaRead More →

Dua Improvement Session ; KEYS INDEX : ………………………………………………….. Dua mein Dil ka Taanka….. 1. Dua k liye dil ki halat ka behtar hona. 2. Dua mein taanka laganay k liye dil ki call ka connect hona. 3. Dua mein duniaawi sochon sy nikal ker dil sy taanka lagana. 4. Dua mein dil k ehsasat badlnay sy Maalik ki Mojodgi ka ehsas hona. ………. Toba ki Dua … 5. Toba ki dua mein dil ki khas halat k liye jhukao/nadamat ka hona eham hai. 6. Toba k liye sab sy pehlay apni ghalti ka aitraaf kerna eham hai. 7. Toba ki dua k liye nadamat kaRead More →