DAY 11 TOPICS : “Takbeer k Waqt Hathon ka kaano tak uthana” “Namaz mein Hath Bandh kar Kharay hone ki hikmat” “Namaz mein SANA parhna”   *~Takbeer K Waqt Hathon Ka Kanoon Tak Outhana~* Hath kanoon ki loo tk is leay uthaey jaty hein ta’k qoul o fael k darmiyan mutabiqat ho jaey. Zaban sy ALLAH O AKBAR keh kr Allah ta’ala ke shan ka izhar kia or donoo hath kanoon ki loo tk outha kr is k aali makaan hony ka ishara kia…. Pas hamara Parwardigar bara Aali Shaan or Aali makaan wala by. Insan kisi cheez sy la ilmi zahir krny k leayRead More →

DAY 12 TOPICS : “Namaz mein Surat Fateha ya Alham Sharif parhna” “Surat Fateha k satg Surat milne ki hikmat” “Sajda karne ki hikmat” “Jalsa aur Qouma mein khare hone mein kiya raaz hai?”   *~Namaz Mein Sorat Fateha Ya Alhamd Sharif Parhna~* Namazi sanaa parh kr tamhidee kalaam kr laita hy to phir aamdam barsary matlab k tour par apni faryaad bazabita tour par paish krta hy.. Surat Fatihaa is ka haseen or anmol namouna hy ye bandy or Allah k darmiyaan ham kalami ka shahkaar hy… *SORAT FATEHA PARHNY Ka Maqsad* 1. Apny kadeemi namak khawar hony ka aitraaf. 2. Allah ki tareefRead More →

DAY 13 TOPICS : “Lamba Qayaam Afzal ya Sajda” “Sajdey mein jaane ki tarteeb khas kyun” “Arkaam e Namaz ko khas tarteeb se adaa karne ka raaz” “Namaz ko mukamal karne wali 12 cheezein”   *~Lamba Qayaam Afzal Ya Sajda~* Taveel qayaam ke fazeelat is leay hy k momin is mein qir’rat kr raha hota hy or qir’rat Quran Majeed tamam zikr o azkaar pr fazeelat rakhti hy. Hadees pak k mutabik ,”Namaz mein parhny waly shakhs ko har harf k badly 100 nakiyan milti hein 100 gunah maaf hoty hein or janat k 100 darjy buland kiye jaty hein. Allah Rabul Izat qari kaRead More →

DAY 14 TOPICS : “Namaz ki Rak’atain 2,3,4 kyun hain” “Namaz mein 7 farz kyun hain” “Fajar namaz” “Namaz e Fajar aur AAP S.A.W.W ka tareeqa”   *~Namazon Ki Rak’atein 2′ 3 or 4 Kion Hein~* Allah ny insan ko hawaas e khamsa ata farmaye ta’k dunyavii’ maadii’ jismani naimaton sy lutf andoz ho saky phir in naimaton ki shukr guzari k leay 5 namazain ata farmaein or namazoon ke rak’atein mutayen farmaen.. 1… *QUWAT E SHAMA* is sy khushboo or badboo ka pata chalta hy kion k is sy 2 kaam leay jaty hein… lehaza fajr ki 2 rak’atein farz hoe ta’ k isRead More →

DAY 15 TOPICS : “Zohar ki Namaz” “Namaz e Zohar ka waqt aur AP SA.W.W ka tareeqa” “Asar ki Namaz” “Namaz e asar aur AAP S.A.W.W ka tareeqa”     *~Zohar Ki Namaz~* Hazrat Ibrahim a.a ko jawani sy he Allah ke talash thee. chunachy sitaron ko asmaan pr jagmagaty daikha tou kehny lagy yeh mera Rab hy… jb thori dair baad chaand ko roshan daikha tou farmaya k yeh mera Rab hy. jb subh k waqt soraj ko taloou hoty daikha to farmaya yeh mera Rab hy yeh sb sy bara hy. jb soraj bhe dhalny laga tou aap ny farmaya…. “Main dobny walonRead More →

DAY 16 TOPICS : “Namaz e Maghrib” “Namaz e Maghrib ka waqt aur AP SA.W.W ka tareeqa” “Isha ki Namaz” “Namaz e Isha aur AAP S.A.W.W ka tareeqa”   *~Namaz E Maghrib~* Hazrat Aadam a.s or Amma Hawa ki mulaqat jabal e rehmat pr magrib k waqt hoe dono ke toba Allah ny qabool ki. Hazrat Aadam a.s ny toba qabool hony par shukrany k tor pr namaz ada ki Allah ny Sohny Piyary Aaqa S.A.WW ki ummat par magrib ki namaz farz kr di ta’k jo yeh namaz parhy ga is k din bhar k gunah maaf kr diye jaein gy. Nisara ny HazratRead More →