*Ihsas ke Kiran* Asalam 0 alikoum “Hassad” Hassad ke tareef ye hy k kisi shakhs ko koe naimat milay… or wo hamein buri maloom ho… or ham ye chahein k… is shakhs ko ye naimat na milli hoti… yea ab is k pass na rahay. Allah hamein is buraai sy bachaey rakhay.ameen Dil sy dua 1 *Ihsas ke kiran* Asalam 0 alikoum “Hassad” Piaray Aaqa S.A.WW ny farmaya… “Hassad naikion ko is tara kha jata hy… Jaisay aag khushk lakrrion ko” Zara sochiyee…! Apne itni mushkil sy akathi ke hoe naikion ko kisi ke waja sy jala kar raakh kar daina bhala kahan ke aqalmandiRead More →

“Ihsas ke kiran” Asalam o alikoum *Fazool kharchi* Israaf ya bejaa kharch say insani zindagi or moashray mein adam istehkam paida hota hy… Is liay Allah aisay logon ko pasand nahi karta. Al Quran Surat Al Inaam Aayat 141 “Beshak wo israaf karnay walon say muhabat nahi rakhta” Or jisay Allah pasand na karay or muhabat na rakhay to os ka thikana or maqam kia ho ga…?? Dil say dua 1 “Ihsas ke kira” Asalam o alikoum *Fazool kharchi* Zaroorat ko poora karnay k leay apne haysiat k mutabik kharch karna ya… Khawhishat e nafsani… Ya lazat e dunia ke chahat me kharch krna.. InRead More →

“Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Shukar* Allah ke attat ka naam shukar hy… Bulky is tara kaha jaey k zaahir o baatin k tamaam aazzaa sy attat ka naam shukar hy. Kisi ny Allah ke nafarmani sy bachnay ke koshish ke tou wo bhe shukar hy. Jis ko shukar ke taofeeq mil jaey bohat bara karam hy Allah ka apnay is banday par… Quran pak ke Surat Nissa mein hy k… “Beshuk kam hein mere banday jo mere shular guzar hein. Allah hamein apna shukar guzar bana dy.ameen Dil sy dua 1 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Shukar* Hazrat Abu Huraira sy riwayatRead More →

“Ihsas ki subh” Aslam o Alaikum:-) “Boukhal” Piyaray AAQA S.A.WW ny frmaya… “Jis ny miana ravi sy kam leya wo tang dast nahi ho ga” Jis jaga jitna kharch krnay ka hukam hy. Wahan kharch na krna yaa… Boht kam kharch krna bukhal hy… Or jis jaga jitna kharch krnay ka hukm dea geya hy…. Wahan outna he kharch krna miana ravi hy… Allah hmaein apnay hukam par kharch karnay ki samjh atta kar dy.Ameen Dil say dua 1 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Boukhal* Piyaray AAQA S.A.WW ka irshad hy k… ” Aijk emaan daar admi mein do khaslatein jama nahi ho skteinRead More →

“Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Hadood sy tajawuz karna.* Allah ki rehmat or ehsaan hy k Allah ny apnay bandon or emaan walon par oun ke bhalaai k leay… Zindagi ki kuch hadood muqarar kar k samjha dea k…. In k andar rehtay hoay tum log apne dunia o akhrat sanwar saktay ho… Lykin agr koe in hadood sy tajawz krtay hoay agay niklta hy tou dunia os k demagh par qabza kr laiti hy… Shetaan is ka dost ban kar piar sy mashwary daita hy… Or gunah os k har amal mein shamil ho jatay hein. Aey Allah!! Hmaeein apne pasand k bajayeRead More →

“Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum “Duniya” Hazrat ibn e Abaas r.a frmatay hein k… Allah ny dunia k 3 hissay keay hein… Aik hissa Momin k leay… Aik hissa Munafiq k leay… Aik hissa kafir k liay… 1. Momin yahan sy aakhrat ka zaad e rah laita hy. 2. Munafiq yahan zaib o zeenat krta hy. 3. Kafir yahan nafa hasil krta hy or dunia k mazaay luat’ta hy. Check our self…!! Ham yahan is dunia mein kia hasil kar rahay hein…?? Dil say dua 1 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum “Duniya” Hazrat Jibraeal a.s ny Hazrat Nouh a.a sy pucha k… ItniiRead More →

*Ihsas ke kiran* Asalam 0 alikoum “Ehad ya Wada” AlQuran Surat Al Imraan Aayat 76 “Haan jis kisi ny ehad poora keya or parhaizgaari ko ikhtiyaar keya tou beshuk Allah parhaizgaron sy muhabat rakhta hy” Is aayat e mubarika mein ehad nibhanay or taqwa ya parhaizgari ikhtiyar karnay walon ko Allah ke muhabat ke khush khabri sounai gae hy… Allah hamein ehad poora karnay wala parhaizgar banda bana dy. Ameen Dil sy dua 1 *Ihsas ke subh* Asalam 0 alikoum “Ehad Ya Wada” Eefaaey ehad mein beshumaar hikmatein, raaz, khoobiyaan or muhabatein chupi hoe hein… isi waja sy Alkah in sifaat walay shakhs sy muhabatRead More →

“Ihsas ki kiran” Asalam 0 alikoum *Ghussa* Bad ikhlaqi mein sub sy khatrnaak or numayan burai gussa hy. Gussay ki asal aag hy. Or is aag k asraat gussa krnay walay k dil ko sub sy zyada mutasir krtay hein. Allah hmaray dilo ko gussay ki aag sy bachaye.ameen Dil sy dua 1 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum:-) “Ghusa” Gussa aag hy or aag ko qarrar nahi… Is liay gussa krnay walay k ander bychaini or bysakooni paida ho jati hy. Aaj jab bhe gussay ki ye aag barhay apnay andar is ki bychaini or bysakooni ko zroor check krein…?? Dil say dua 2Read More →

“Ihsas ke kuran ” Asalam 0 alikoum “Tanz o Tamaskhur” Al Quran Surat Al Hujrat Aayat # 11 “Emaan walo…! Koe qaom kisi qaom ka mazak na ourraye…. Mumkin hy k wo log un sy behtr hon or na ourtein dosri ourton ka….Mumkin hy k wohi ourtein mazak ourranay wali ourton sy behtr hon…or na aapas mein tana zani or ilzaam tarashi keya karo” Sochiye ga zaror…!! Allah hmaein Quran k ehkamat par amal krnay ke tofeeq dy.ameen Dil say dua 1 “Ihsaas ke kiran” Asalam 0 alikoum “Tanz o Tamaskhur” Hazrat Imam Gazali r.a ny likha k… Jo log dunia mein logon par hanstayRead More →

“Ihsas ke kiran” Asalam o Alikoum “Ikhlaaq e Hasnaa” Piaray AAQA S.A.WW ny farmaya k… ” Allah ny mujy makaram e ikhlaaq ke takmeel k leay bheija hy” Allah hamein ba ikhlaq bana dy. Aameen Dil say dua 1 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum “Ikhlaaq e Hasnaa” Piary AAQA S.A.WW sy kisi ny pucha k… ” Kon sa momin emaan mein afzal tareen hy?? AAP S.A.WW ny farmaya… “Jis ka ikhlaaq sub sy behtr ho” Check your self…!! Allah hamein behtreen momin ki sifaat ata kr dy. Aameen Dil say dua 2 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 Alaikoum “Ikhlaq e Hasnaa” “Ikhlaaq e Hassna”Read More →