*~*Step 4 Krwany K Maqasid*~* 1.  Is step ka naam hy, “Kaisay Hoa Mera Paisa Khotta.” Is step ka maqsad roz mar’ra zindgi mein anjam panay walay mamoolat or moamlat k daoran khud par ghehri nazar rakh kar na sirf apni danista o na danista ghaltion ko pakarna hy balkay oun ghaltion ke wajah sy Allah ke aashnai or qurbat k safar mein honay walay nuqsan ka bhe ihsas baidar karna hy. 2. Is step ka maqsad bazahir choti or ghair eham mehsoos honay wali oun ghaltion k nuqsanat ka ihsas baidar karna hy jo ham Allah ke qurbat k safar mein Apnay or AllahRead More →

*Harawal Dasta 1* *Step 4* “~* Kaisay Hoa Mera Paisa Khota *~” ● Is mein step 3 ke he tarah ● Background k baad mistake ko wazeh kar k btaya geya ho… yeh check karna hy…. ● Or phir har mistake k 3 nuqsanaat  btaye gey hon… ● Oun ki khaas taor par checking karni hy… k wo duniyavi nuqsaan naa hon… balkay wo nuqsaan apne zaat par kaam kartay hoay… ● Allah ki qurbaat or aashnaai k safar mein rukawat kaa baeis bantay hon. Dil sy dua:)Read More →

*Harawal Dasta 1* *Step 4* “~* Kaisay Hoa Mera Paisa Khota *~” ● Is step ka naam hy… Kaisay hoa mera paisa khota… ● Is step mein rozana 2 points bheijnay hein… Har point mein… 1. Ghalti ka mukhtasir background batana hy. 2. Ghalti ko bohat wazeh kar k batana hy. 3. Ous ghalti k 3 nuqsanaat batanay hein… Aisay nuqsaan jo aap ko apne zaat par kaam karnay k leay… Nuqsaandeh lagtay hein… Ya jis ke wajah sy aap ka Allah ke aashnaai ka safar mutaasir hota hy. Dil sy dua     *Sample Msgs* ●Point:- 1 ●Background: Subah jab is step ka msgRead More →

*~*Step 5 Krwany K Maqasid*~* ●Is step ka naam hy, “Zara Parda Tou Hatao” “Zara Chehra Tou Dikhao” 1. Is step ka maqsad zindgi k bazahir phanssay hoay ya napasandeeda moamlaat mein nazar na anay wali behtari or bhalai ko talash karna sikhana hy jo k Allah ke taraf sy ous moamly mein chuppi hoe hoti hy. 2. Yeh step karnay sy yeh ihsas or yaqeen mazboot hota hy k Allah hamaray leay hamaisha behtreen faisla karta hy or Wo hamaray leay behtareen k siwa kuch nai karta, chahy bazahir hamein ous waqt kisi maomlay mein apny leay behtari nazar aaye ya na aaye… magarRead More →

  *Harawal Dasta 1*         *Step 5 A* “~*Zara Parda Tou Hataao*~ Is step mein khaas taor par check karnaa hy… K ousi din ki routine ka moaamla ho… Or bazaahir phansay hoay… Ya mushkil moamly ka intakhaab ho… jis k honay mein bazahir koe faidaa… Yaa bhlaai nazar na aa rahe ho… Or check kartay hoay yeh bhe khiyaal rakhna hy… K is mein hamaray leay Allah ka koe behtreen faisla chupa hy… Jis mein hamaray leay bhalaai or aasaani chupi hy….. Is main moamla mukhtasir ho… aisa na ho k is main 2 ya 3 moamly mix ho raahy hon… Balkay sirf 1Read More →

*Harawal Dasta 1*  *Step 5 A* “~*Zara Parda Tou Hataao*~” Is step ka naam hy Zara Parda Tou Hataao… Is mein ousi din ke routine mein sy koe bhe moamla laina hy… Or ous mein chupi hoe koe bhe Allah ke aik hikmat yani behtari ya bhalaai… Jo k hamein zaahir mein nazar nai aa rahe hoti…Wo talash kar k batani hy… Is k leay agar aap kisi aisay phansay hoay mushkil moamlay ya mouqy ka intakhaab karein… Jis mein sy apnay leay os waqt behtari ya bhalaai nikalni mushkil ho… Par aap ous mein chupi apny leay Allah ke taraf sy bhalaai ya behtariRead More →

*Harawal Dasta 1*  *Step 5 B* “~*Zara Chehra Tou Dikhaao*~” Is step main bhe pichalay step ke he tarah karna hy… Khaas taor par check karnaa hy… K ousi din ki routine ka moamla ho… Or bazahir phansay hoay… Ya mushkil moamlay ka intakhaab ho… jis k honay mein bazahir koe faidaa…. Yaa bhlaai nazar na aa rahe ho… Or check kartay hoay yeh bhe khiyaal rakhna hy… K is mein hamaray leay Allah ka koe behtreen faisla chupa hy… Jis mein hamaray leay bhalaai or aasani chupi hy….. Is main moamla mukhtasir ho… Aisa na ho k is mein 2 ya 3 moamly mixRead More →

*Harawal Dasta 1* *Step 5 B* “~*Zara Chehra Tou Dikhaao*~” Is step ka naam hy Zara Chehra Tou Dikhaao… Is step mein bhe last step ke tara he ousi din ke routine mein sy koe bhe moamla laina hy… Or ous mein chuppi hoe koe bhe Allah ke aik hikmat yani behtari ya bhalaai… Jo k hamein zahir mein nazar nai aa rahe hoti… Wo talash kar k batani hy… Is k leay agar aap kisi aisay phansay hoay mushkil moamlay ya mouqy ka intakhaab karein… Jis mein sy apnay leay os waqt behtari ya bhalaai nikaalni mushkil ho… Par aap ous mein sy apnyRead More →

*~*Step 6 Krwanay K Maqasid*~*   1. Is step k 2 parts hein. Part A ka naam hy, “Tere Rangg Rangg.” Or Part B ka naam hy, “Har Jagah Mein Too Samaya Hy.” Is step mein zindgi k mamoolat or moaamlaat mein Allah ke Shan/Sifaat ka ihsas e aashnai baidar kar k yeh pehchan karai jati hy k Oss ke yeh Shan/Sifaat kaisay har soo or har lamha is duniya mein ham par jalwa garr hein. 2. Is step mein Allah ke Sifaat ka ihsas e aashnai dil mein baidar hota hy k Allah apni tamam tarr siffat k sath hamari zindgi k har moamlayRead More →

*Harawal Dasta 1*   *Step 6 A* “~*Tere Rang Rang*~”   Is main khas taor par khiyaal rakhna hy… K moamla ousi din ki routine ka he ho… Or ousi hawaly sy check karna hy… K ousi mein Allah ke sift ya shan jaisi or jitni zahir hoe ho…. Or wo wazeh kar k batai gae ho… Or sirf shan ya sift ko he wazeh na keya geya ho… Balkay ous shaan ka Ihsas jis jis view sy dil par zahir ho ous ko check zaroor karna hy… Or khiyaal rakhna hy k roz ki sharing main kuch makhsoos siffat ko he bar bar naaRead More →