*” Tazkia E Nafs “* Q. Aj apna jaiza len… Kia ham har tara k mahol mein har tara k logon k sath khud ko dhaal laitay hein ya apni zaat ko bala tarr rakhtay hoay khud dhal janay ke bajaye mahol or logon ko apni pasand k moutabiq badalnay ke koshish kartay hein…? Nafs ke Jang Jari Rahay  42Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Kisi bhe moamlay mein… Mein… Mera… Mujay… K ilfaz ka hamaray ihsas, soch mein outhna ya amal ke soorat izhar hona dar asal hamari zaat hoti hy. Aaj ham share karen gay k kab or kaisay hamaray andar zaat… Main,Mera,Mujay… Ke soorat mein aye or kis tara oun points ko pakar kr oun par kaam keya. Nafs ke Jang Jari Rahay  43Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q1. Ham ny zindgi k har pehloo mein mukhtalif moamlat mein mukhtalif standards set keye hotay hein. Ye standard dar asal hamari zaat ka he izhar kartay hein. Aj apnay apnay standards share karen gay k kahan kahan apnay standards maintain rakhay hoay hein…. Nafs ke Jang Jari Rahay  44Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Jab ham kisi bhe moamlay Triangle mein set kartay hein… Yani 1. Allah 2. main 3. Moamla or osko ko is leay behtareen taor pr kartay hein k Allah is sy khush hoga or WO mujay iske jaza dey ga tou hamein dunia sy umeeden khatam ho jati hen or wo kaam Allah k leay ho jata or ibadat shumar hota hy. ( Shah Jee ) Q. Apna jaiza len… Kia ham apnay moamlat ko triangle (Allah, main or moamla) mein set kartay hoay unko Allah k leay karnay ke koshish kartay or jaza ke umeed Allah sy rakhtay hein…Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Allah ke qurbat ke chah mein roohani safar tay karnay walon k leay safar or test lazim o malzoom hein. Q. Apna jaiza len or share karen… K ham kisi bhe azmaish mein kia Allah k yakeen par kharay rehtay hein or Allah sy madad mangtay hein ya girr jatay hein or Allah ko pukarna bhe bhool jatya hein…? Nafs ke Jang Jari Rahay  46Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Sharr ham par khair ke shakal mein waar kab karta hy?? Jab bhe hamaray kisi ihsas, soch ya amal mein… sirf ham or hamara ihsas, soch ya amal rahay ga tou wo bazaahir nazar aati hoe khair ko bhe Sharr bantay dair nahi lagay ge. Is leay gehri nazar rakh k kbud ko check keya karein tou he is khair mein chupay sharr ko pehchaan sakein gy. ( Shah Jee ) Q. Apna jaiza len k… ham apnay ihsas, soch or amal mein akelay hotay hein ya Allah ka ihsas hamaray sath hota hy jo hamein apnay ihsas, soch orRead More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Aj apna jaiza len or wo point share karen jo nafs ke ghalazat k sabab hamaray dil k andar kahein chupay parray hein or dil ko ganda kar rahay hein jahan ham Allah ko bansana chahtay hein… Nafs ke Jang Jari Rahay  48Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Aj kam az kam 2 Aisay points share karen jin ko ham jantay hein k wo dil ko gandda kartay or Allah ke rah mein agay barhnay k leay rukawat sabit ho rahay hein… Or sath batayen k un points ko pakar kar dil sy un par kaisay wokring ke…? Nafs ke Jang Jari Rahay  49Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Aagar hamein khabar ho k hamara dushman hamaray qareeb he kahein chupa hoa hy tou ham kis tara sy behtreen alert rahein gy na… Kia ham apnay haq ke raah k duahmano sy bhe aisay he alert rehtay hein…?? Nafs ke Jang Jari Rahay  50Read More →