Mayusi – Day 3

 

MAYOUSI SY NIKALNY MEIN MADADGAR
Day 3..
Msg 1..
Mayousi :
Mayous shakhss apny darwazay khud band kar k bhath jata ha ab wo khud darwazaa bnad kar k bhatha ho aur khay k bhair Sooraj nhi nikla tu ya kon manay ga-Bashak band darwazay k ander andhaira hi ho ga pur ya us k apnay darwazay band karny ki wajha sa ha agar wo darwaza khula rkhta tu raat k bad jb Soraj aoni roshani phalata tu wo roshni khulau darwaz sa zaroor ander ja kar andhairaar door kar dati – Aik phaloo ya bhi ha k mayousi ki haalat ma mayous shakhss apna darwaza khud ander sa band kar k bhatha ha- Koi bhi usay awazain da skta ha aur darwaza tu khtakhtaa,skta ha pur is tab tak bhir nhi nikal skty jb tak wo khud ander sa darwazay ki kundi na khoolay – Iss lia mayous shahkss ko mayousi da nikalny k lia 20% kisi ki koshish kam abskti ha lakin 80% isay apni ander ki taqat k sath hi nikalna hoga.
Msg 2…Msg 2…
Agar mayous hon tu in baaton pa amal karna mayousi ma nikalnay ma madad gar hi skta ha –
Mayousi sa bachnay k lia sb sa phali …100 bataon ki aik baat ya ha k … ” ALLAH hy na “… phir mayousi kasi …???
Apna har apna masla’ har parshani ALLAH ko bata kar issi k hawalay kar dana mayousi sa bachata ha- Asal ma hamari zindagai ki mahromoain hi hamari mayousi ki wjhaa banti hein-
Insasn ko chayia tu ya k kisi bhi qisam k haalat ma ALLAH ki Zaat pa mukamal bharoosa rakhy k jo bhi ho raha ha wo mery lia bhatar ha – Is tharh sa wo mayousi sa bach skta ha –
Msg 3


Msg 3…

Jb bhi haaalat mayousi ma la ja,rahy hoty hein tu ya yaad rakhna chayia k yhi hmary eeman ki azmaish ha-
Hamar sath baz ooqat logon k rawayiaa asy ho jaty hein k hum mayous ho jaty hn – phir jasay hi hmain ALLAH k ahsas hota ha tu hum mayousi sa nikal aaty hein –
Ya ahsas hmain mayousi sa nikalta ha k ALLAH jo sari kaynait k MALIK ha Wo tu mery sath piayar karta ha tu mujhy kisi k rawayia sa kia lana – Bas ALLAH mujh sa razai rahy –
Zindgai ma bhut bar asa hota ha k hamain ya hmaray achay amal ko bhi gult samjha ja raha hota ha us waqat hum mayous ho jaty hein k log kun mery achay amal ko nhi smajh rahy -Asay ma agar mayousi sa bachna ho tu sirf atna kafi hy k…
Msg 4


Msg 4…

Jis MALIK ki qudarat ma,sb kuch ha WO janata ha k hum na is waqat kia amal kis neyait sa kia – ya yaqeen rakhain k humein tu apnay ALLAH sa apnay amal ki jaza hamari neeyait pa milni ha –
Phir chay log kuch bhi smjhty rahain hum mayous nhi hon gy-
Jis shahkss na bhi ALLAH ki qurabat o ashnai k lia kisi bhi Ustad ya Murshed ko taham rakha ha tu wo shahkss jb bhi mayousi ma janay lagy ga tu apnay Rahbar sa dil k rabta mazboot ki rakhnay sa aur Un ki taleemat ko dil ma dhoranay sa aur un pa amal kanay sa us k anader yaqeen aur eetimad bhaahal hony lagay ga – aur us k mayousi sa nikalna asama ho jay ga –
End
شاه جی❤

? حق بات
(محمدی حسینی سلسه)


Topic: Mayousi
Exercise
Day 3
Q1:
Fill in the blanks:
(i): —— Shakhs apny darwazay khud band kar k baith jata hai.

(ii): Apna har masla ,har pareshaani Allah ko bata kar Us k Hawalay kar daina—– sy bachata hai.

Q2 :- MCQ’s
(i): Mayouse Shakhs ko mayousi sy nikaalny k leay 20% kisi ki koshish kaam a sakti hai lakin —–% Usy apny andr ki taqat k sath nikalna hoga.
(a) 60
(b) 40
(c) 80

(ii): Jis Malik ki qudrat mein sab kuch hai Wo janta hai hm ny is wqt kiya amal kis —– sy kia hai.
(a) Wajah
(b) iraday
(c) Neyaat

Q3: short Question
Sawal:
Allah k ehsas sy mayousi sy bacha ja sakta hai, Apni routine mn ap kia aur kaisy Allah ka ehsas rakh k mayousi sy khud ko bachaty hein share karien…


Topic 2 (Mayousi)
Answer key
Day 3

Blanks
1: mayousi
2: mayousi

Mcqs
1: c
2: c
Question:

Ye sabka apna
jawab hoga.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *