Dua mein dil ka taanka – Sawal 3

Sawal 3 …

Hum jab dua mein paish hotay hain to kya foran se rabta ban jata hai ?


 

Key 3:
Dua mein duniaawi sochon sy nikal ker dil sy taanka lagana
……….

Duaa jab shuru krnay lagain to kabhi bhi aisy nahin hota kay humara Tankaa Foran sy lag jaye , blkay humein Tankaa Jornaa hotaa hai ….
Duniaa syy
sochon syy
khud ko nikalna
hota hai … Aurr Uss lamhay jaisyy Namaz ki neeyat mein duniaa ko peechayy chortyyy apnayy Allah kay samnayy hazirr honay ki Sadaa lagtii hai … jo sb sy Baraa, Aaallaaa aur Shaaan wala hai..
too Aisii hee sadaa… duaa mein bhi Dil sy ehsas ki surat uthni chahiyee..
kayy Hrr khayaal duniaaa aur iss kay jhamailayy… Peechayy… aurr yeeee kuch minute, ghanton mailon mein …. 15 min he
perr yeeee merayy Aur Merayy Allah Kayy Sang hon bsss

yaani ??? syyy ??? aisy jornaaa Tankaa…

 


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *