Mayusi – Day 4

A1LLAH BEHTREEN K SIWA KCH NAE KRTA AUR ALLAH KI HIKMAT

Day 4…
msg 1
Mayousi
Jb jb hmain bazahir zindagi ma kisi kami pashi ya nuqsan k samana ho tu hamin mayousi k shikar hony k bajay sirf o sirf ya yaqeen rakna chyia k ALLAH bhtreen k siwa hamaratly sath kuch nhi karta – Us k har fasalay mein hmary lia bhalai hi posheeda hoti hy – Us baat pa yaqeen hmain mayousi ma janay sa bacha sktaa ha – kun k jb hm na umeed hoty hn tu is k matlab ya hota ha k shatain humain mazloomayait ‘ ahsas e mahroomi ya ahsas e kamtari aur manfai sochon ma mubtaala kar k ALLAH ki rahmat sa mayous kar rha hota ha-
Msg2


Msg 2…
-Aur hm ALLAH k daman chor k apna haat shatain k haat ma mazbooti sa da rahy hoty hein tu asi haalat ma ALLAH pala tawakul ya ha k … k hmaray sath jo ho rha hy ALLAH ki merzi sa ho rha hy … yhan kuch bhi asay hi ya achanaj sa nhi hota …… aur jo hota ha ALLAH ki merzi sa hi hota ha aur wohi hamary lia bhtreen hota ha … humain mayousi jasai gundgai sa jaldi nikal lata ha – Is baat pa yaqeen k sath jub dil ma ya ahsas ho k mery piray ALLAH Ko mera kisi bhi mamlay mein mayous hona pasanad nhi balkay ya mayousi ALLAH ki narazgai sabab ha ‘ ya ahsas bhi humain mayousi sa nikalny ma madad data ha –
Msg3


Msg 3
Zindagi ma ru’ numaa honay walay choty o baray waqayat sa hum aksar mayousi ma chalay jaty hein -Is waqat agar hum in waqiyat ma sa ALLAH ki hikmat talash karain tu hamar lia mayousi sa nikalnay ma bhut aasani ho gi -Hamaray sath ru’numa
honay waly choty baray sb waqiyat ma ALLAH ki koi na koi hikamat chupi hoti hy – Hum bazahir waqaya ma phans kar mayous ho jaty hein jub k is k ander chupi hamary lia bhatari aur bhalaai k ahsas hi nhi rakhty aur na hi isay khoojty hn- Is lia zindagi ma koi bhi waqiya hmain mayous kary tu is mein ALLAH ki chupi hikmat talash karain tu zaroor mayousi khatam ho jay gi –
End
شاه جی❤

? حق بات
(محمدی حسینی سلسلہ)


Topic: Mayousi
Exercise
Day 4
Q1:-
Fill in the blanks:
(i): Ham Allah ka daman chor k apna hath —– k hath main mazbouti sy dy rhy hoty hein.

(ii): Hmaray sath ru’numa hony walay choty baray sab waqiyaat mein Allah ki koi na koi —— chupi hoti hai.

Q2 :- MCQ’s
(i): Ham bazahir waqiyat mn phass kar mayouse ho jatay hein jab k is k andr chupi hmaray leay behtree aur —— ka ehsas hi nai rakhty.
(a) bhalaie
(b) Hikmat
(c) dono

(ii): Zindagi mein koi bhe waqiya hamain mayous karay tou is mn Allah ki chupi—– talash krn tw zaror mayousi khtm ho jaey gi.

(a) bhtree
(b) bhalaie
(c) Hikmat

Q3: short Question
Sawal:
Jb hm na umeed hotay hain to shaitan hmain mazloomiyat, ehsas e mahroomi ya ehsas e kamtari or manfi sochon me mubtila kr k Allah se door kr deta hai.. Apna koi experience share krain jb apko lga ho k na umeed ho k ap in bemaariyon mubtilah huay…


Answer key
Day 4

Blanks
1: Shaitan
2: hikmat

Mcqs
1: a
2: c
Question:

Ye sabka apna
jawab hoga.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *