“Zaat Par Kaam”
“*Topic-Niyat*”
Sawal 1.
Apk kheyal mein…
Niyat kia hoti hy…??
Or aap isay apnay alfaaz mein kaisay waazeh karein gy….??
Dil sy Dua
Sawal 2.
Kaha geya hy k…
Amal ka dar o madar niayat par hota hy.
Tou phir hamaray kisi bhe amal k leay hamari niyat ke ehmiyat kia hoe…??
Dil sy Dua
Sawal 3.
Apna jaiza lein k…
Ham kisi bhe amal ke niyat mein sirf Allah ke raza ko paish e nazar rakhtay hein ya …?
Dil sy Dua