*ZAAT PER KAAM*
“*Topic-Hasad*”
Sawal 1.
Hassad kisay kehtay hein…??
Hasad k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen.
Dil sy Dua ?
Sawal 2.
Hassad ke pechaan kia ho sakti hy ya…
Ham apnay dil mein kisi k leay hasad ke maojoodgi ko kaisay check kar saktay hein…?
Dil sy Dua ?
Sawal 3.
Doosron k leay dil mein Hasad paida honay ke kia kia wajoohat ho sakti hein…?
Dil sy Dua ?
Sawal 4.
Hasad ka nuqsan kia kia ho saktay hein….?
Dil sy Dua ?
Sawal 5.
Hasad sy apnay dil ko bachaya kaisay ja sakta hy…?
Tips dain…
Dil sy Dua ?