“Zaat Par Kaam”
“*Topic – Gheebat*”
Sawal. 1
Gheebat kisay kehtay hein…
Gheebat k baray mein koe Qurani ayat ya Hadees e Mubarika share karen…
Dil sy Dua
Sawal. 2
Ham log gheebat k baray itna kuch jan’nay k bawajood gheebat sy bach nai patay.
Aap k keyal mein…
Gheebat kernay ke kia wajoohat hein jo hamein is burai ka shikar karti hein…??
Dil sy Dua
Sawal. 3
Gheebat k infaradi or ijtamaai nuqsanaat kia kia hein…??
Dil sy Dua
Sawal. 4
Gheebat sy bachnay k tips dain k…
Ham kia soch ya ihsas rakhein tou gheebat sy bach saktay hein…??
Dil sy Dua
Sawal. 5
Gheebat soun’na bhe waisay he gunah hy jaisay k gheebat karna…
Agar kisi jagha gheebat ho rahi ho tou…
Ham kis tara sy khud ko gheebat karnay ya soun’nay ka sy bacha saktay hein…??
Dil sy Dua