Waqeya # 2 : HAZRAT UMAR FAROOQ RA

Waqeya

Sohnay Sahaba? ka apnay Zahirrr Syy Azaad honay ka ?
Qaiser ny akk qasid Hazrat Umar( RA) k pass ahwal pouchny k liee bhjaa jub madinaa aiaa to dekhaa k yahan koi mehal naee hai jis sy pta chly kk koi bahshah reehta hai logon sy poucha k tumhara badshah kahan hai❓..logon ny kaha hamara badshah to koi nae haan albata hamary aik Ameer hain jo madina sy bahir gye huye hain wo qasid Hazrat Umar(RA) ki talash mein niklaa to aik jaga dekhaa k Hazrat Umar(RA)? ak darakht k saye mein soo rahy hain apna sarr apny dura py rakha hai aur as pas koi pehrydar nae. jub us ny ye dekha to dil mein haibat beth gyi k ye esa admii hai jis ki haibat ki waja syy badshaoun ko chainn nae ataa aur iski zahirii halat ye hyy aur badshaoun ko iskihaibat sy chainn naee ata.
?(Bahawala kitab kinzul amal)


 

Hadees

Hazrat Umer R.A ? ny Apnay AQA S.A.WW ? kayy hr andaz ko Apnana chaha,kay wo hr andaz Zahir o Batin koo Sanwartaa Jataa thaa …?
Ek martaba Huzoor S.a.w.w boriye py soo k uthy to AAP S.a.w.w k jism mubarak py chitaii k nishan thy.sahaba e karam ny arzz kiaa Ya RASOOL SAWW hmein ijazat dy dijiye k AP k lie bichona bnaa dein.
AP SAWW ?ny farmaya: “Mujy dunia sy kiaa kaam mein to dunia mein is trha hun kk jesy koi sawar kisii darkhat k neechy sayee ki waja sy beth giaa hoo phir wahan syy rawana hogia aur darkht ko chour diaa”
?(sanan ibn e maja)


Ehsas

Pyaray Satheyo:

Hum Apnay Araam apni asaish kay liyee Kitnii tag o do krty hain , apni zaroriat sy barh kay nafs ki khatir aur sy aur Dunia talab krty hain. per Qurbat panay Walon ny, pasandeda Amal Yani ye sadgi Apnai, Unho ny is dunia ko Sachay mainon mein arzi mana aur Apny Amal sy Dunia ky aish ko thukraya aur Haqeqi manzil per Nazar Rakhii. Humain Bhi Aisy he Apni zindagi Mein Nafs Ko marna hai aur haq andaz Ko apnaye zahir o batin sanwarna hai.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *