1: Hkr or Silsila

1 : Hkr or Silsila

Sawal : 1

Aap kitnay arsay sy silsilay sy attach hein…???


Sawal : 2 

Aap k Ustad ka naam…?
Aap k *GC* yani Group Commander ka naam…?


Sawal : 3 

Silsilay sy attach jis maqsad k leay hoay thay wo pora hoa ya nai…?
Or agar pora nai hoa tou ab aap osay kis nazar sy daikhtay hein…??


Sawal : 4

Aap ko silsalay sy attach honay sy pehlay or ab ke zindagi mein kis hawalay sy farq mehsoos hota hy…??
In short bataein…!!


Sawal : 5

Aap apne daily routine ke zimadarion k sath sath silsilay ki activities or raabtay k time ko  manage kar laitay hein ya routine upset ho jati hy…??


Sawal : 6

Aap ko silsilay sy attach honay k baad sab sy ziada kis baat ny attract keya…???


Sawal : 7

Aap k khiyal mein Allah ki qurbat or aashnai k leay Ustad k through kisi silsilay sy attach hona behter hy…?
Ya ham khud sy bhe Allah ke qurbat or aashnai paa saktay hein… ??


Sawal : 8

Is Muhammadi Hussaini Silsila k basic maqsad ya kaam sy aap kis had tak waqif hein…??

 

 

 

 

 


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *