5. Yazeed Ke Takht Nasheeni or Talb e Bait

*~*Yazeed ke Takht Nashini or Talab e Bait*~*

Hazrat Ameer Moawia r.a ke wafaat k baad yazeed ny takhat nasheen hoty he apni bait k leay har taraf khatoot , hukam namay jari kar deay.
Is waqt Madina Munawra k Governer Waleed Bin Uqba r.a thy….
In ko apnay baap ke wafat ke ita’lah ke or kaha k har khaas o aam sy mere bait lo or Hussain Bin Ali a.s , Abdullah Bin Zubair r.a or Abdullah Bin Umar r.a sy pehlay bait lo or in sab ko aik lamhy ke b mohlat na do…
kion k yeh Ummat e Muslima ke aise buland paya shakhsiyaat hein k jin sy yazeed ko andaisha tha k kahin In mein sy koe fard khalafat ka dawa na kar dy…
Is leay yazeed k leay apni hakumat ke mazbooti k leay zaroori tha k wo in Hazraat sy bait ly.
Is leay ous ny takhat nasheen hoty he Madina k Governer Waleed Bin Uqba r.a ko apnay baap Hazrat Ameer mawia r.a ke wafaat ke khabar k sath he ye hukam nama jari keya k,
“Hazrat Imam Hussain a.s , Hazrat Abdullah Bin Umar r.a…
Msg 2
….Or Hazrat Abdullah Bin Zubair r.a sy mere haq mein bait lo…
or jab tak wo mere bait na karein unhain hargiz mat chorro”


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *