Allah ki talab rakhna

*”Haq ki baat”*

Duniya aik maila hai..Is main hum jis cheez ki talab rakhain ge hmain wo hi her tarf nazar ai gi..Ager bhook ho gi to her tarf khane ki chez per nazar thaire gi or wo hi achi or piyari lage gi..Is tarha jo talab ho gi hum wo hi hasil karain ge…
Ab jab hum ne ALLAH ki talab rakhi hi nai to kese ALLAH hum ko nazar ai..!!! Kese hmain mile…Hum talab sachi rakhte to baat banti…phir hum gila karte hain hum to ALLAH ko dhondte phir rahe hain or Wo milta nai…
Oh ALLAH ke bando…!
Wo to her waqt…her jagah…tumhare ander hai…tum apni talab to jagao….
Afsous…!
Hum ne ALLAH ko talab hi nai kiyaa…
Afsous sad afsous…!!!

شاه جی ?

? حق بات
(محمدی حسینی سلسه)
6


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *