?Topic,,, ?ALLAH ka ehsas e aashnayi? ?………INDEX………? ?Day 1…… ?Topic : ( ALLAH ki sifaat) ⭐Paragraph 1 (2 sifaat) ?Day 2….. ?Topic : ( ALLAH ki sifaat) ⭐Paragraph 1 (2 sifaat) ?Day 3….. ? Topic : ( ALLAH ki sifaat) ⭐Paragraph 1 (2 sifaat) ?Day 4…. ?Topic: (Allah k ehsas ko mehsos karnay k liye hiss ka mojood honaa) ⭐Paragraph 2….. ?Day 5……. ?Topic: (Allah ka ehsas paanay ki chah aur talab) ⭐Paragraph 3….. ?Day 6…. ?Topic: (Allah ki pasand aur napasand ka khiyaal) ⭐Paragraph 4…. ?Day 7….. ?Topic: (Apni har baat aur ehsas ka Allah se share karna) ⭐Paragraph 5…6 ?Day 8…. ?Topic: (AllahRead More →

?Day 1 ❣ALLAH ka ehsas e Aashnayi❣ ?ALLAH ka ehsas e aashnayi USKI sifaat ki ma’arfat ki soorat dil k andar utarta hai. ?Ehsas e aashnayi, ALLAH ko Uski sofaat k hawalay se pehchan’na hai jo, har lamha jalwa garr rehti hain… ?In sifaat k hawalay se Usay pehchan kar man’na he ehsas e aashnayi hai. Jese jese aashnayi milti jaati hai wese hee ALLAH k sath dil ka taluq aur raabta istawaar hota jata hai. Msg 2…. ?ALLAH ko Usko sifaat se pehchan kar wahid sahara bnaa lain k ye USKI siftt hai. ?Issi trah kaheen wo Samee o Baseer ko sift mein haiRead More →

?Day 2 ❣ALLAH ka ehsas e Aashnayi❣ ?ALLAH ka ehsas e aashnayi USKI sifaat ki ma’arfat ki soorat dil k andar utarta hai. ?Ehsas e aashnayi, ALLAH ko Uski sofaat k hawalay se pehchan’na hai jo, har lamha jalwa garr rehti hain… ?In sifaat k hawalay se Usay pehchan kar man’na he ehsas e aashnayi hai. Jese jese aashnayi milti jaati hai wese hee ALLAH k sath dil ka taluq aur raabta istawaar hota jata hai. Msg 2…. ?ALLAH ko Usko sifaat se pehchan kar wahid sahara bnaa lain k ye USKI siftt hai. ?Issi trah kaheen wo Samee o Baseer ko sift mein haiRead More →

?Day 3 ❣ALLAH ka ehsas e Aashnayi❣ ?ALLAH ka ehsas e aashnayi USKI sifaat ki ma’arfat ki soorat dil k andar utarta hai. ?Ehsas e aashnayi, ALLAH ko Uski sofaat k hawalay se pehchan’na hai jo, har lamha jalwa garr rehti hain… ?In sifaat k hawalay se Usay pehchan kar man’na he ehsas e aashnayi hai. Jese jese aashnayi milti jaati hai wese hee ALLAH k sath dil ka taluq aur raabta istawaar hota jata hai. Msg 2…. ?ALLAH ko Usko sifaat se pehchan kar wahid sahara bnaa lain k ye USKI siftt hai. ?Issi trah kaheen wo Samee o Baseer ko sift mein haiRead More →

?DAY 4….. ?ALLAH ka ehsas e aashnayi? ?ALLAH❤ ki qurbat k ehsas mein rehne k liye sabse pehle aapkay andar ehsas ko mehsoos karnay ki hiss ,, yaani ehsasat kay jaagnay ki jo hiss hay uss ehliyat ka honaa zaroori hay….. …… ALLAH❤ ne har bashar kay andar rooh phoonki hay… isliye apne ehsas se aari wo kisi rooh ko nai paida karta….. ? ye ehsas waqt guzarnay k sath kamm hoskta hay… aur usmein halaat, mahol, rawayaat, khaandani rujhanaat, walidain ki tarbiyat jese bht se awamil kaar farma hotay hain…. Msg 2…. ?Agar hamare apne andar mehsoos karnay ki ehliyat na ho tou hamRead More →

?Day 5…. ?ALLAH ka ehsas e aashnayi? ?Ham Shaoor ki halat mein duniya ki tamam cheezo ko samjhnay ki koshish kartay hain….. Hamare andar kisi bhi kaam ko seekhnay ki chahat hoti hay…. Ham mukhtalif tarah ki talab rakhtay hain… ?maslan,,, parhayi k doran ham kayi tarah ki tution parhtay hain…. aur poori lagan aur mehnat se apne matlooba hadaf ko panay ki tagg o dou kartay hain…. Kyu kay hamain koi bhi cheez paidaishi tour pe nai aati hoti…. ?Ham duniya ki mukhtakif cheezain seekhnay k liye koshish kartay hain. Msg 2….. Tou ,,, ⚡ALLAH❤k ehsas ko paanay k liye koshish kyu nai kartay?Read More →

?Day 6 ?ALLAH ka ehsas e aashnayi? ?ehsas ki ehliyat tab jaagti aur barhti hay jab ham ALLAH❤ ki pasand o napasand k liye kuch kartay hain….. aur kuch chorrtay hain… ?Aur phir ussi waja se ALLAH❤ ko qrubat k ehsasat ko achi tarah mehsoos kartay hain…. ….. Beshak ALLAH❤ k ehsasat se pardah uthaya jata hay… ?Mukhtalif ehsasat k darr,, USKO jan’nay ki tagg o dou mein khultay hain… kyu k ALLAH❤ ne to qainat isliye banayi k WO pehchana jaye. Msg 2 Msg 2….. ?tou jab koi muhabbat karnay wala USKI janib aik qadam barhata hay… tou WO kyu nai uskay liye apniRead More →

? ye Din activity day hay.. Ustad ny Khud krwana hay ? ?ALLAH ka ehsas e aashnayi? ? ACTIVITY? (Msg for Ustaad) ?Group mein hkrs ko ye sawal baari baari dene hain. ?mujhay sabse ziada kon acha lagta hai? Dosti kiskay sath hai? ?Jab bhi koi khushi ki baat ho to sabse pehle kisko btaty hain….???? ?Jab koi dukh ho to sabse pehle jis se baat kartay hain…? ?Jab madad chahiye ho to kiskay paas jatay hain…? ????list mein likh lain …har cheez k liye frst priority second aur thrd priority Note : group mein hkrs k sath mazay se ye activity karni hai… KRead More →

?Day 8… ?ALLAH ka ehsas e aashnayi? ?ALLAH se apna taluq mazboot karnay k liye gehrayi mein jaana? ?Apne aur ALLAH❤ kay taluq ko mazboot karnay k liye gehrayi mein jayin…. Sat’hayi taluq bananay ma kaam to sab he kar rehe hain…… Magar gehrayi tak utar kar kaam koi kam he karta hay…. ?har cheez k andar janay ki uski gehrayi mein utarnay ki jaga hoti hay…. Ye ham pe munhasir hay k kitna gehrayi mein jatay hain….. Msg 2…. ?Aur uss gehrayi mein janay k liye ALLAH❤ k sath dil ka taanka laganay ki zaroorat hoti hay….. ….. Dil se raabta bnanay ki zarooratRead More →

? Day 9 ? ?ALLAH ka ehsas e Ashnayi? ?Ghalti ka ehsas hotay huay ALLAH sy dil mein baat krna? ⚡Msg 1… Yun smjho kay apkay sath hr waqt hr dum hr lamha ek dost hai. US kay samnay Apko daleel nai deni parti, gawahiyan nai deni partin, sacha nai sabit hona aur na US kay samnay jhoota saabit hona hai. Hum sy kesa bhi ghatiya pan sarzad ho gya ho ghalat baat ho gyi ho to us waqt ALLAH sy keh diya kro kay TU ab naraz na hona… bss us waqt lagay ga kay jese WO ja rha hai chor kay to USRead More →