AZAAN – Azaan ka biyaan
Azaan *~Azaan ka Biyan~* Quran e pak mein Allah ta’ala frmata hy… Al-Quran.. para 6 Rakoou 13 “Or jab tum azaan dy kr (logon) ko namaz ki taraf bulaty ho touvyeh kuffar or yahood o nasara ous k sath hansi or khail krty hein or yeh harkat is leay krty hein k aqal o samjh sy kaam nai laity” is aayt e kareema mein azaan ka biyan hy. Azaan k maani eilaan krny k hein. lakin shariyat e islaam mein panjgaana or juma ki namaz k leay khas ilfaz sy namaz kivitlaah dainy ko azaan kehty hein. Azaan sy islaam ki aik khass shan zahirRead More →