*~WAZOO~* *~Nwaqis e Wazoo~* 1. Rafa e hajat or reeh k nikalny sy wazoo tout jata hy. 2. kisi ny apny kisi zakhm ko dabaya or khoon nikal kar beh gya tou wazoo tout gya. 3. Kis k zakhm par pat’ti bandhi ho or ous par khoon ya peep ki trawat zahir ho tou wazoo tout jata hy. 4. Zakhm k ouper ka chilka nouch dala or ous k neechy khoon ya peep dikhai dainy lagy magar bahy nai tou wazoo na touty ga. 5. Kisi ny daant sy koe cheeze kaati or ous cheeze par khoon ka dhaba aa gya ya danton mein halalRead More →

*~NAMAZ~* *~Namaz Ki Ehmiyat~* Wo amaal jin sy Allah ta’ala ke baargaah mein qurb naseeb hota hy wo faraaiz hein ya nawafil, farzon k muqably mein naflon ka kuch eitbaar nahi hy… farzon mein sy kisi aik farz ka is k apny waqt mein ada krna hazaar saal k nawafil ada krny sy behtar hy… agarchy wo nawafil khalous niyyat k sath ada keay gay hon.. khaw wo nimaz, zakat, roza, or zikr o fikr wagera mein sy koe bhe nafal ho…. Manqool hy k aik roz Hazrat Umar Farooq r.a ny fajar ki namaz jamat sy farigh hony k baad muqtadeon ke taraf daikhaRead More →

*~Nimaz ke Fazeelat~* Sub sy behtar ibadat or sb sy mutabar ata’at namaz hy jo k deen ka satoon or musalman o kafir mein wazia farq krny wali hy or is k ada krty waqt Allah ka qurb hasil hota hy… Hadees pak mein hy k, “jb banda namaz k leay khara hota hy to is k leay jannat k darwazy khol deay jaty hein… or is k or bandy k darmyan hijabat khol deay jaty hen” Hadees pak mein hy k, “Namaz parhny wala badshah ka darwaza khatkhatata hy or is mein shak nahi k jo shakhs hamysha darwaza khatkhatata rehta hy qareeb hyRead More →

 *~Namaz Ke Farziyat~* Dur e mansoor mein Imaam Sayouti r.a ny naqal keya k.. Jab Mairaaj ke shab Bait ul muqadas mein Masjid e Aqsa k darwazay par pahonchay tou wahan aik jaga Hooraan e jannat ko beithy daikha.. Hooron ny Aap S.A.WW ko salam kiya tou Aap S.A.WW ny pocha k.. tum kon ho? Tou Hooran e jannat ny arz keya k… ham naik logon ke bibiyan hooran e jannat hein… aaj Aap k peechay namaz parrhnay aaei hein. Aap S.A.WW wahan sy aagay chalay… Jab masjid e Aqsa k andar pahonchay tou sari masjid ko namazion sy bhara hua paya… Aik daraaz qamatRead More →

*~Namaz k Maani~* Namaz urdu zaban ka lafz hy… Shariyat e islami mein is ka matlb hy k aik khaas tarteeb sy Allah ke ibadat karna. Namaz ko arbi mein Salaat kehty hein. Arbi lughat k aitabar sy namaz k maani hein… Dua karna… tazeem karna… aag jalaana… aag mein jana… aag par garam kar k tairhi lakrri ko seedha karna…etc Ihsas Atta Ho. *~Namaz Ke Shaan~* Namaz ko baki tamaam faraaiz ke nisbat ye imtiyaazi shaan haasil hy k… tamaan faraaiz k ihkaam zameen par farz keay gaey… jab k namaz Mairaaj shreef ke raat arsh par ja k farz hoe… Allah ny apnayRead More →

*~Namaz Ka Ehtamaam~* Quran pak Surat Nisaa mein hy k… “Beshak namaz emaan walon par apnay waqt mein farz kar di gae hy” Bandagi ka taqaza tou yehi tha k is aayat k outarnay k baad emaan walay namaz adda karnay mein dil o jaan sy koshish karty… Lalkin insaani tabiyat duniya ke ranginion mein ghaafil ho jaati hy jab k Allah apnay bandon k leay Meherban Raouf or Raheem hy… Os isi leay Allah ny Quran pak mein ja baja 700 bar sy ziada is ke yaad dehani karaai hy. Farmaya “Or namaz qaaim karo” Namaz ka ehtamaam karna yani… Ache tara wazu karna…Read More →

*~Namaz K Fazaail~* Hazrat Haafiz Ibn e Hajar r.a ny Munbihaat mein Hazrat Usmaan ghani r.a sy riwayat kiya hy k… Jo shakhs aoqaat ke pabandi k sath namaz ke muhafzat kary… Allah os ka 9 cheezon sy ikraam farmaty hein. 1. Is ko apna mehboob bana laitay hein. 2. Is ko tandurusti atta karty hein. 3. Farishty is ke hifazat kartay hein. 4. Is k ghar mein barkat atta karty hein. 5. Is k chehry par sulahaa jaisa noor zahir hota hy. 6. Is ka dil naram farma daity hein. 7. Roz e mehshar is ko pul siraat sy bijli ke si taizi syRead More →

*~Khashou Kia Hy~* Khashou dil mein khouf or aajizi ki kafiyat ka naam hy jo aankh sy daikhny ki cheeze nai. khashou ke 2 iqsaam hein… 1. Dil ka khashou 2. Jisam ka khashou 1. Dil ka Khashou : dil ka khashou ye hy k bandy k dil mein Rab’by Zuljalal ke Azmat o Kibriyai ka ihsas mojoud ho or wo Oss ke haibat o Jalal ke waja sy dar raha ho or apni aajizi o inksari or bechargi ka aitraaf kr raha ho lakin is k sath he sath Allah ta’ala ke Rehmaton or is k be payan Ihsanaat o Inamaat sy bhe waqifRead More →

*~Khashou k Baatnii Ousaaf~* Hazrat Imaam Gazali r.a ny Haya ul aloum mein khashou k 6 baatni ousaaf or in k hasoul k asbaab biyaan farmaye hein. 1… Hazoor Qalb 2… Tafheem 3… Tazeemm 4… Haybat 5… Rijaaa 6… Hayaaa *Hazoor e Qalb* pehla wasf Hazoor e Qalb hy. yani jis kaam mein Aadmi mashgoul ho or jo baat kr raha ho is k ilawa koe baat is k dil mein na ho. yani dil ko fael or qoul dono ka ilm ho or in dono k ilawa kisi bhe cheez mein ghoir o fikar na krta ho.. chahy is ke quwat fikriya is kaamRead More →

*~Khashou O Khazoo Paida Krny Ki Tadabeer~* yahan par kuch aisy tareeqy biyaan kiye gay hein jin pr koe sachy dil sy amal krna shru kr dy to isy namaz mein khashou or khazou wali naimat naseeb ho sakti hy… 1. Gunahon sy ijtanaab.. 2. Haraam sy ijtanaab 3. Wazoo mein qalb ko hazir kr dy. 4. Azaan ke taraf dil mutawaja kry 5. Manay khashou mahol sy ijtanab 6. Intezar e salaat 7. Ghair Allah sy be altafee 8. Namaz k alfaaz ke taraf tawajhoo 9. Namaz k maani ke taraf ghour 10. Tadeel e arkaan 11. Aakhri nammaz samaj kr parho. 12. AehlyRead More →