*~Asar Ki Namaz~* Hazrat Aadam a.a ny asar k waqt gandam ka dana khaya tha jis ke waja sy dunia k qaid khany mein bheij diye gy. Allah ta’ala ny ummat Muhanmadi S.A.WW pr is waqt namaz farz kr di ta’k is namaz ke barkat sy ummat qaid khany sy nikal kr wapis apny ghar jany ki haqdar ban jaey. Hazrat Younas a.s machli k pait mein giraftar hoay to 4 andheron ke waja sy ghabra gy… 1. Raat ka andhaira 2. Baadlon ka andhaira 3. dariya ka andhaira 4. Machli k pait ka andhaira Unhon ny Allah ke baargah mein iltaja ke.. “Tery siwaRead More →

*~Namaz E Asar Ka Waqt Or Aap SAWW Ka Tareeqa~* Namaz e asar ka waqt do misl k baad shuru hota hy or gharoub e aaftab tak rehta hy. Gharoub e aaftab sy taqreebn dairh ghanta pehly asar ki namaz ada kr li jaye. Jab souraj bohat neecha ho jaye or dhoup peeli par jaye tou asar ki namaz ka waqt makrooh ho jata hy is sy pehly pehly asar ki namaz parh li jaye. Is namaz sy pehly sunnatein moak’kida nai hein… Aap S.A.WW sy kabhe do kabhe chaar parhni sabit hein. Hazrat Abdullah Bin Umer r.a frmaty hein k Aap S.A.WW ny frmayaRead More →

*~Namaz E Maghrib~* Hazrat Aadam a.s or Amma Hawa ki mulaqat jabal e rehmat pr magrib k waqt hoe dono ke toba Allah ny qabool ki. Hazrat Aadam a.s ny toba qabool hony par shukrany k tor pr namaz ada ki Allah ny Sohny Piyary Aaqa S.A.WW ki ummat par magrib ki namaz farz kr di ta’k jo yeh namaz parhy ga is k din bhar k gunah maaf kr diye jaein gy. Nisara ny Hazrat Essa a.s pr 2 ilzam lagaye aik yeh k wo Khuda k baity hein or Khuda hein.. Hazrat Maryam par yeh ilzam lagaya k wo khuda ki bivi hein.Read More →

*~Namaz E Maghrib Or Aap SAWW ka Tareeqa~* Souraj gharoub hoty he maghrib ka waqt shuru ho jata hy or gharoub e shafq tak rehta hy. Aaftab gharoub hony k baad jb tak maghrib ki taraf aasman k kinary par surkhi rahy ous waqt tak maghrib ka waqt rehta hy lakin maghrib ki namaz mein itni dair kr daina k aasman par khoub tary chamakny lagein haram hy. Piary Aaqa S.A.WW ka frman hy k, “Meri ummat ous waqt tak bhalaai ya fitrat e ialam par rahy gi jab tak wo maghrib ki namaz ko itni dair kr k na parhy k tary nazar aanyRead More →

*~Namaz E Ishaa~* Ishaa k waqt ka andhaira qabr or qayamat k andhairy sy mushebhat rakhta hy… isha ki namaz farz hoe. ta’ k zulmat noor sy badal saky. Hadees pak mein hy k, “Namaz noor hy jo shakhs isha ki nimaz parhy ga Allah is ki qabr ko roshan kry ga” Hadees pak mein hy k “Aey Mehbob…!!! andhairy mein chal kr masjid jany walon ko qaymat k din kamil noor ki khush khabri suna dain” Allah ka irshad hy k, “Allah marny walon ki roohein qabz krta hy jis ki moat nahi wo soty waqt marny ki surat hota hy phir jis kiRead More →

*~Namaz E Ishaa Or Aap S.A.WW Ka Tareeqa~* Maghrib k baad aasman par surakh shafq namoudaar hoti hy is k ghaaib hony k baad aik spaidi baqi rehti hy kuch dair k baad yeh bhe ghaaib ho jati hy or tamam aasman yaksaan nazar aany lagtahy or phir ishaa ka waqt shuru ho jata hy jo subah sadiq sy pehly tak rehta hy. Yeh baat yaad rakhni chahiye k aadhi raat k baad ishaa ka waqt makrooh ho jata hy or swab kam milta hy is leay itni dair kr k namaz nai parhni chahiye. Behtr hy k aik tehaai raat guzarny sy pehly parhRead More →

*~*Namaz k Zaroori Masaail*~* *Aourat K Namaz Parhny Ka Mardon Sy Farq* Aourat ki namaz mein mard ki namaz sy thora farq hota hy. is kp zehan mein rakhny ki zaroorat hy… shariyat ny namaz aisi ibadat mein bhe is baat ka khiyal rakha hy k aourat sharm o haya ka lehaaz rakhy. 1. Dopata ya chadar sy bghair hath nikaly kandhon tak hath outha kr niyyat kry. 2. Dono hath naaf ki bjaye seeny par bandhy. 3. Daein hath k hathaili baein hath ki hathaili par rakhy mardon ki tarah halqa bana kr kalaai ko na pakry. 4. Rakoou mein itni jhuky k hathRead More →

*~*Namaz k Zaroori Masaail*~* *~Namaz e Vitar ka Biyan~* Ishaa ki farz namaz or sunnaton k baad teen rak’at namaz e vitar aik salam k sath wajib hy. wajib ka darja farz k qareeb qareeb hy is leay agar kisi ki ishaa ki namaz qaza ho gi tou ous k leay yeh hukm hy k farz qaza k sath vitar ki bhe qaza parhy. Hadees sharif mein hy k “Jis ko is baat ka dar ho k aakhir raat mein tahajad k leay na outh saky tou wo awal raat mein ishaa ki namaz k baad vitar parh ly or jis ko aakhir raat meinRead More →

*~*Namaz k Zaroori Masaail*~* *Vitar K Masaail* 1. Agar kisi ko dua e qanoot yaad na ho tou ous ko jald yaad krny ki koshish kry… jab tak yaad na ho teen martaba ALLAHUMA MAGHFIRLI ya aik baar RABANA AATINA FI DUNIYA HASANTANV WAQINA AZAB’BANAAR parh liya kry. 2. Agar koe dua e qanoot parhna bhool gya or rakoo mein jany k baad yaad aaya tou rakoou sy wapis khary na hon bal’k sajda e sehv krny sy namaz ho jaye gi. 3. Agar bhool kr pehli ya dousri rak’at mein dua e qanoot parh li tou is ka aitbaar nai… teesri mein dobara parhyRead More →

*~Mareez ki Namaz ka Biyan Or Massail~* Shariyat e islam ny jahan namaz ki sakht takeed ki hy or Piary Aaqa S.A.WW ny tarik e namaz k mutaliq irshad frmaya, “Jis ny jaan boujh kr namaz tark ki wo kufr k nazdeek pohanch gya” waheein bimar or mareez k leay narmi or sahoolat bhe rakhi hy yani agar kisi bimari mein khary ho kr namaz parhny ki.taqat na ho ya khary ho jany sy marz barh jany ka khatra ho ya chakra kr gir jany ka khouf ya khary hony ki taqat tou hy lakin rakoou o sajood nai ho sakty tou on sub sortonRead More →