Qaza Namazon ka Biyan or Masaail
*~*Namaz k Zaroori Masaail*~* *~Qaza Namazon ka Biyan or Masaail~* Islaam ny jis tarah har musalman mard o aourat… aaqil o baligh par paanch waqt ki namaz farz ki hy or ous k mutaliq quran o hadees mein bari takeed ki gi hy… is tarah yeh sahoolat bhe rakh di gi hy k agar itfaqiya tour par kisi majbouri ya shidat e bimari ki wajah sy koe namaz qaza ho jaye tou ous ko chahiye k jaldi koshish kr k ada kr ly. Piary Aaqa S.A.WW ny frmaya k, ” K agar koe kisi namaz k waqt itfaqan sota reh jaye ya kisi waja syRead More →