“Haq ki Baat” Maufi aur toba lafzon ka naam nae. maufi dill ki intahai sharmindgi ka ehsas aur toba agy kay lie dill sy pur azm irada kar kay chlnay ka naam hai aur jisy ye dill ki haltein ata ho jagein wo intahai khush qismat insan hai . شاه جی❤ ? حق بات (محمدی حسینی سلسه)Read More →

  “Haq ki Baat” Hamare andar yaqeen ki kammi he hamari soch ko manfi karta hai. Ye yaqeeb kay Allah hamare sath kabhi behtareen k ilawa kuch nai karta. Yehi yaqeen hamari soch ko masbat rakhta aur manfi andaz e fikar se bachata hai. . شاه جی❤ ? حق بات (محمدی حسینی سلسه)Read More →

  “Haq ki Baat” Hmare andar yaqeen ki kammi he hamari soch ko manfi karta hai. Ye yaqeeb kay Allah hamare sath kabhi behtareen k ilawa kuch nai karta. Yehi yaqeen hamari soch ko masbat rakhta aur manfi andaz e fikar se bachata hai. . شاه جی❤ ? حق بات (محمدی حسینی سلسه)?Read More →

  “Haq ki Baat” Jitna husn ap kay ander hota hai utna hi ap kay moamlat mein nazar aata hai, aur jo ap kay ander hoga wo hi ap kisi ko dy sakty hain. شاه جی❤ ? حق بات (محمدی حسینی سلسه)Read More →

  “Haq ki Baat” Haq ki raah py chalty huye zaroori nae kay hmein aisi dunavi dolat mily jis sy hmary masail aur pareshanian hall ho jayen par Haq ki raah par chlty hain to sakoon aur itmanan e qalb ki dolat zaroor ata hoti hai, aur yehi haq ki raah ki pehchan hoti hai. شاه جی❤ ? حق بات (محمدی حسینی سلسه)Read More →