*”MAYUSI AUR USKI WAJOHAAT*” Msg 1… “Mayoysi” ALLAH pa yaqeen ma kami aur hamary eeman ki kamzori hamain mayousi mein la jati ha . hamin us waqat ya ahsas nhi hota k ALLAH hum sa bhut piayar karta ha aur WO Hamaray lia jo bhi karta ha …bhatreen karta hy . Jb dunyia ma hamri khwishat pori nhi hotin tu hum mayous ho jaty hein ..agar hm apni soch waseee karin k jo cheez hmain nhi milti wo hamary haq ma bhtar hoti hy aur ALLAH ki raza mein razi rahny ma hi hmari bhalai ha tu is sa mayousi k chchy hoy badal chathnayRead More →

HAMARI TAWAQOAT ,HAMARA MIYAAR AUR MAYOUSI Day 2…. Msg 1… Mayousi: Hmaray mayous hony ki wajha zydaa tar hamari apni tawaqat hi joti hein Jb bhi hum apna koi kam karty howy iss k result phaly k mutabiq set kar laty hn phir us ko wasaa hi hasil bhi karna chaty hein tu mutwaqa neetijaa apni chchat k mutabiq na hasil kar panay pa hum mayous ho jaty hein- Agar deekha jay tu… Mayousi k level bhi utna hi hota hy jitna k hmary mutaqawa result aur hasil hony walay result ma farq hota ha yaani mutwaqa result aur hasil karda result k peech kRead More →

  MAYOUSI SY NIKALNY MEIN MADADGAR Day 3.. Msg 1.. Mayousi : Mayous shakhss apny darwazay khud band kar k bhath jata ha ab wo khud darwazaa bnad kar k bhatha ho aur khay k bhair Sooraj nhi nikla tu ya kon manay ga-Bashak band darwazay k ander andhaira hi ho ga pur ya us k apnay darwazay band karny ki wajha sa ha agar wo darwaza khula rkhta tu raat k bad jb Soraj aoni roshani phalata tu wo roshni khulau darwaz sa zaroor ander ja kar andhairaar door kar dati – Aik phaloo ya bhi ha k mayousi ki haalat ma mayous shakhssRead More →

A1LLAH BEHTREEN K SIWA KCH NAE KRTA AUR ALLAH KI HIKMAT Day 4… msg 1 Mayousi Jb jb hmain bazahir zindagi ma kisi kami pashi ya nuqsan k samana ho tu hamin mayousi k shikar hony k bajay sirf o sirf ya yaqeen rakna chyia k ALLAH bhtreen k siwa hamaratly sath kuch nhi karta – Us k har fasalay mein hmary lia bhalai hi posheeda hoti hy – Us baat pa yaqeen hmain mayousi ma janay sa bacha sktaa ha – kun k jb hm na umeed hoty hn tu is k matlab ya hota ha k shatain humain mazloomayait ‘ ahsas e mahroomiRead More →

MUSBAT SOCH AUR POWER SOURCES Day 5… Msg 1… Mayousi : agar hm zindgi ki roz mara routein k mamolat aur mamlat mein musbat soch raknay k addai hon tu bhi hum tu bhi hum mayousi sa bach jain gy – Kisi bhi tharh ki choti bari parashani ya malasy ma agar hamin yaqeen ho k ALLAH hamary sath ha aur WO kabhi apny banday ko nhi chorta – Tu ya yaqeen hmain kabhi dagmagany bhi na da’ mayous hona tu dor ki baat ha – Par afsos hmain ALLAH ki saffat par bhi tu dil k yaqeen nhi ha k ALLAH mera ab saRead More →

ALLAH PAR YAQEEN Day 6… Msg 1…. Mayousi : Hamaray ander k ya ahsas bhi hmain mayousi sa nikalny ma madad data hy k aik pataaa bhi ALLAH k hukum da girta ha k is na kis karwat sa girna ha – Tu kia hamaray sath hony wala har masla ya parashani asay hi aa gi ha- Ya ALLAH ki merzi aur mansha hy -Ya hamaray lia ALLAH k hukum ha – aur ALLAH k har hukum bandon ki bhtari aur bhaalai k lia hota hy jo k hamin kabhi nazaer aa jati ha aur kabhi hum sa chupi hoti ha -Hamray skoon k liaRead More →

DUNYAVI RISHTE OR MAYUSI Day 7… Msg 1… Mayousi : Mayousi aik andhaira ha jis ma kisi k sath k ahsas roshni ki kiran ban jata hy- Aur ya haqeeqi o sacha sath ALLAH k hota – Lakin jub is suchay rishtay ko chor k aur rishton k pechay dorty hein tu har rishta jo arzi ha humain mayousi ma dhakail data ha-aur hum shikway shakayait ma chalay jty hn- Jun hum kisi rishty kam ya khawish ko apni zindgai ma atna aaham kar laty hn k wo hamar lia markaz e nigha ban jay tu is k waazah matalb ya ha k hum ALLAHRead More →

Yaas Na-Umeedi Rahmat e Khuda Wandi se Mayus Nai hona chayeh (Aye Pheghambar Meri Taraf se) logon ko kh dijeyeh..Aye merey bando jino ne apni jano pe ziyadati ki hai.. ALLAH ki Rhmat se Na-umeed na hona.ALLAH to sab gunnahon ko baksh deta hai.. Aur wo bakshney wala mehrban hai.. (Surah Al-Zamar 53)   Na-Umeedi Gunnah hai Aur jin logon ne ALLAH ki ayaton se aur us k milney se inkar kia.Wo Meri Rehmat se Na-Umeed ho gy hain.. Aur un ko dard deney wala azaab ho ga.. (Surah Al-Ankabut 23)   Kisi Cheez k janey ka gham na kr Ta k jo cheez tumareyRead More →