Waqeya Hazrat Umer R.a ? ka haqeeqii izzat ko fanii izat per foqeyat denay ka. Apne dor e khilafat mein ab Hazrat Umer Farooq r.a Fatah bait ul muqadas k moqa par wahan tashreef legye tou us ilaqay k sardaaro ko pehle he itlaa de ja chukki thi k ” jabiya” mein aa kar unse milain. Aap r.a ki sawari ka jo Ghorra tha Uskay summ ghiss kar bekaar hogye thay. wo ruk ruk kar qadam rakhta tha. Hazrat Umer r.a ye dekh k utar parray. Logo ne turki nasal ka umda ghora paish kiya. Ghorra shokh or chalak tha. Hazrat Umer r.a sawar huyeRead More →

Waqeya Pyaray Sahaba? Ka, Dil Mein Hr pall fiqrr bedaar rakhnay ka … “Ak baar Hazrat Umer R.A ? raah mein akk tinka uthaa liaa aur kaha *””kash ! Mein b khas o khashak hota kash mein paida hi naa hota kash merii maan mujy naee jantii*”” Hazrat Umar(RA) k dill har lamha khouf e khuda syy mehmoor rehta thaa. AP (RA) farmaty: “Agarr asman syy nydaa ayee k akk admii k siwa tamam duniaa k log janatti hain tub b mawakhiza k khouf zaill naa hogaa kk shaidd woo badqismat mein hii hun*” ?( kin zul amal)   Hadees Beshak Hazrat Umer R.a ApnayRead More →

Waqeya Mitthay Sahaba ?ka Apnay kaam khud krttay Qurbat mein barhnay ka ☺ Ak dafa Hazrat Umar (RA)? ak buria k ghar saman e khurd o noshn chourny k lie jany lgy to ghulam ny kaha k ay ameer ul momineen mein saman uthaye deta hun?. Hazrat Umar(RA) ny farmaya “”kia qaimat k din tum mera bhouj uthaa sakoo gy”” ghulam khamosh ho giaa aur AP(RA) wo saman ly kr aurat k ghar gye. ?(bahawala kin zul aimal) Hadees Yee Amall Bhii Hazrat Umer R.a ? kaa Apnay MALIK ki aur apnay AQA S.A.WW ? ki pasand kay tabeh aur Qareeeb honayy kay liyee heeRead More →

Waqeya  Dill koo Muhabbat kay rang mein dhaalay Duniavi farq mitanay ka.. Hazrat Umar (RA) ?hajj k irady sy makkah ayee to Safwan bin umia(RA) ny ap k lie khana tyar krwaia. jub khana tyar hogia to hazrat safwan (RA) nyy ak bht bary bartan mein daal k laye. khanaa logo k samny rakha dia,log khana khany lgy to khadim khary thyy . Hazrat Umar (RA)? ny ta’ajub krty hutee farmaya kiaa baat hai thumary khadim tumhary sath khana nae kha rahy hn kia tum in sy ahraz krty hoo ? Sufwan bin Abdullah ny kaha Ameer ul Momineen esii koi baat naee haan hmRead More →

Waqeya Apny Nafs Ko aurr sy aur Marnyy ki chah mein Logon Syy bhii apnay aibon Ko jantayy raah bnanay ka Aik din Hazrat Umer r.a ? mimber par jalwah afroz huye or azraah e naseehat ailaan kiya k main tum ko Khuda ki qasam de kar kehta hu k jo aadmi mere andar koi aib jaanta ho wo iss aib ko zaroor zikar karay, (ye ailaan hotay he) har taraf shor mach gya, Aawazain buland honay laggeen, Itne mein aik aadmi utha or usne kaha : Aap r.a k andar 2 aib hain ( ye sun kar ) ka chehra damak uthaa  or muskuratayRead More →

Waqeya Duniaa kay aram aur Mazay sy barh kr pairvi mein Mazaa hasil krny ka… Hazarat hassan R.A sy in logo ky bary ma pocha gya jo masjid ma qailola karty hain tu onhon ny kaha ma ny Hazrat USMAN r.a ko dahka ky…. Wo apny zamana e khilafat ma ak din masjid main qailola farma rahy thy or. jab wo so kar uthy tu Un ky jism par kinkeryon ky neshan thy( masjad main kinkiryaan bichii huii then) or log (Un Ke as sada or.beytakalf zindagi par heran ho kar ) keh rahy thy ye Ameer ul momineen hain ❓❓Ye Ameer ul momineen hain❓❓Read More →

Waqeya Dil ajzii mein rakhtayy Amall Syy Bhii Barabarii aur Jhukaoo Ka izhar krnna… Hazrat Malik r.a k dada bian krty hain k main ny kae baar daikha k hazrat Umer r.a? aor hazrat Usman r.a jab maka say madina waapis aaty tu madina say zara pehly muaras masjid main qayam fermaty aor jab madina munawra main daakhil hony k liay sawar hoty tu sawari par peechy zaroor ksii ko bithaaty aor koii na milta tu ksii larky ko hee bitha laity aor issi haal main madina main daahil hoty.Ravi kehty hain k main ny kaha kia hazrat Umar r.a r hazrat Usman r.a apnayRead More →

Waqeya Sohnay Sahaba kaa khuahishaat/ Duniavi asaishon per kaboo paye rakhnay ka ….. Hazrat Usman r.a ? ny nazo nehm mein parwarish pai thee halki khaza aur naram poshak istamal krny pr majbour thyy aur chouta mouta kapraa aur rohukaa pheeka naee khaa sakty thyy lekin is sy yee qiyas naee karnaa chaie kk ap aash oo tanam k garwedhaa thyy bulky unhun nyy bawajoud gher mamolii dolat o sarwat k kbii amerana zindagii ikhtiarr na farmaiii aurr naa kbii zaib o zeenat ki cheezen istamal kien .. Ak khush wazah roomi kapra thaa joo arab k aam libas thaa umraaa too umraa mutawasat tibqyRead More →

Waqeya Ehadd Nibbhatayy Emaan Barhanay kaa… Hazrat Ayesha r.a fermaati hain Hazoor saww nay fermaya meray ksi sahabi ko bulao main ny kaha Hazrat Abu bakr r.a ko Ap ny fermaya nahee main ny kaha hazrat umer r.a ko Ap ny fermaya nahee main ny kaha Ap k chachazad hazrat Ali r.a ko Ap ny fermaya nahee. main ny kaha Hazrat Usman r.a ko Ap ny fermaya Haan. jb wo agaey tu Ap saww nay hazrat Usman r.a ?sy kaan main baat krnaa shuru krdii aor hazrar usman r.a ka rang badal gya.aor jab youm ul daar ayaa(jiss din hazrat Usman r.a ?k ghar kaRead More →

Waqeya: pyarayy Sahaba ka Haq ko Buland rakhay Emaandari sy Apna Farz Anjam denay ka … Hirs bin ul hakim Hazrar Usman r.a ka chachazaad bhai aor damaad thaa.Hazrat Usman r.a? nay uss ko “Muhtassib” muqarar kiaa tha. yani uss ka kaam ye thaa. k bazaar main ishyae khareed o farokht un ki qeemton r dukaandaron k banon,paimano aor sikkon ki nigrani rakhain taa k bechny waly r khareedar ksi ko shikayat ka mouqa na ho. lekan iss rishtadari r qarabat k bawjood jab Hazrat Usman r.a ?ko iss ka ilm huaa k hirs bin ul hakim apnay faraiz e mansibi eman daari saay adaaRead More →