Waqeya: Hazrat Usman R.a ? kaa .. Aglay jahan ki khatir, iss jahan mein Lutanay kaa.. Jab muhajireen madina munawra pohnchay tu unhain madinay ka pani raass na ayaa wahaan ik chashma thaa “Ruma” kahaa jata tha. wo bani ghafar k ik shakhs ki malkiat thaa. wo uss ka paani farokht kia krta tha aik din Rasool ul Allah saww nay uss say kaha “Jannat k chashmay k badlay tum issy hamaray haath baich doo”, uss ny kaha YA Rasool ul Allah saww mairay pass iss chashmay k siwa koiii zariaa muash nahii. Hazrat Usman r.a? ko iss ka pata chala tu Unhn ny yeRead More →

Waqeya Allah Perr Bharosaa krnay Walayy pyarayy Sahabi ka… Hazrat abdullah bin Saeda r.a fermaaty hain.Hazrat Saeed bin Aas r.a nay hazrat Usman r.a? ki khidmat main aa kr arz kia aeey ameer ul momineen Ap kab tak hamarag haathon ko rokay rakhain gay? hamain tu yee baaghii khaa gaeey koii ham par teer chalata hy koii pathar marta hy ksii ny tilwaar sounti huii hay.lihaza Ap hamain(in say larny ka) hukm dain. Hazrat Usman r.a nay fermaya Allah ki qasam!mra tu in saay larny ka hrgiz irada nahee. Agr main in say jhang karon tu main yaqeenan in say mehfooz ho jaoun ga.Lekan mainRead More →

Waqeya  Nafss ko hr andaz sy maat denay kaa.. Hazrat Abdullah bin shareek r.a se marvi hai farmatay hain k Hazrat Ali r.a k paas aik martaba falooda laaya gya. Aap r.a ne falooda ko dekh kar farmaya k tu bohat acha khusbudaar or zaiqa wala hai. lekin main gawara nai kartaa k mera nafs is ka aadi banay. ?(Hulia tul Ouliya, Jild 1, Pg 87) Hadees Hazrat Ai R.a ❤ Ne AQA S.A.W.W syy Hr hr lamhaa sekhaa aur UNHI ki rehnumaii ko apni zindagi kay hr chotay baray mamlaat mein shamil rakhaa.. Farmaan E Nabi S.aww? hai .. Nafsani khuwahishat se bache rahoRead More →

Waqeya Mamlaat mein hr mumkin koshish sy haq ki raah per chalty narmi aur rawaiya ikhteyar krnay kaa… Jab Ibn e Maljam ne zeher mein bujhi hui talwar se Hazrat Ali r.a par hamla kiya tha tou Aap r.a ne apne sahibzaday Hazrat Hassan r.a se farmaya: Dekho Hassan ! agar main iss hamla se janbar na ho sakoon to is par aik heeb waar kiya jaye iska mashla hargiz na kiya jaye, Maine Rasool Allah S.A.WW ko ye farmatay huye sunna hai khabardar kisi ka mashal na kiya jaye khwah katha kutta he kyu na ho. Jab Ibn e Muljimm ko Aap r.a kRead More →

Waqeya Behtarren Namona Bntay hue Rehnumai krnnay kaa… Ek roz Sakht garmii par rahii thee rait garmii kii tapish syy taap rahii thee issii halat mein Hazrat Ali (RA) sakht khurdara mouta aur paiwand zada kapraa pehn kr bahir nikly .AP(RA) k ashab khny lgy Ya Ameer ul Momineen AP(RA) nyy apny lie is sy ziada naram kapra kun naae pehn lia? AP(RA) ny farmaya k : ” ye kapraa muj syy gharour o takabur ko dour karta hai aur namaz mein khushu khuzoo k liee mawan hai.aur ye logon k lie acha namona hai k log israf naa kren.” ? (khulfa ul Rasool SAWWRead More →

Waqeya Apny nafs ko martyy,Haq kay liye, jaan bakshnay ka … Aik martaba aik larai mai Hazrat Ali K.w ne APNY aik hareef pe qaboo pa lia…aur us k seenay pr charr gay…to us ne Aap K.w pr thook dia,Hazrat Ali K.w ne usy chhor kr alag ho gay,us ne Aap k.w esy chhor deny ka sabab pucha, to Aap k.w ne frmaya: ” jab tu ne thooka to mere nafs ko ghusa aa gea tha,agar is halat mai main tumen qatal krta to Allah k nazdik is amal ka koi ajar na hota,is se mutasir ho kr Aap K.w❤ ka hareef musalmaan hogea… ?(bahawalaRead More →