“~*Shaaor E Ramzan*~” “SHAWAL K 6 ROZY RAKHNY WALA SAAIM UL DAHAR HY” Hazrat Abu Ayoub Insari r.a sy riwayat hy k Aap S.A.WW ny frmaya k, “jis ny ramzan k poory rozy rakhy or phir oun k baad shawal k 6 din k rozy rakhy tou wo aisa hy goya ous ny hamesha rozy rakhy” Allah ka kitna ehsan hy k Wo hamein ajar o swab k kaisy kaisy bahany daita. Shawal k 6 rozy rakhny k leay zaroori nai k wo lazmn eid k agly he din shuru kr diye jaein or saat tareekh ko mukamal kr lain bal’k wo poury maheeny kRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “Eid Ul Fitar” Hadees e Mubarika hy… ” Jab eid ul fitar ki raat hoti hy tou ous ka naam aasmano par “LAI’LA TUL JAAIZA” yani inaam ki raat sy liya jata hy. or jab subah hoti hy tou Allah tamam frishton ko tamam shehron mein bheijty hein wo zameen par outar kar tamam galion or raston k siron par khary ho jaty hein or aisi aawaz sy jis ko jinnat or insano k siwa har makhlooq sounti hy pukarty hein… Ay Muhammad S.A.WW ki ummat apny Rab ki baargah ki taraf chalo jo bohat ziada atta krny wala hy, bary syRead More →

SHAAOR E RAMZAN TOPIC LIST 1. Ramzan ul Mubarik k leay planning ki zaroorat. 2. Shabaan k aakhir mein Piary Aaqa S.A.WW ka ramzan ki fazeelat or ehmiyat par wa’az 3. Ramzan ul mubarik ka maheena Allah ki rehmaton ka khazana hy. 4. Ramzan ka lughvi mafhoom. 5. Roza 6. Roza ka lughvi or istelahi matlab 7. Rozy ka maqsad 8. Rozy ki fazeelat 9. Roza or taqwa ka hasool 10. Rozy ka faaida 11. Jannat ki aaraish 12. Pory saal ka qalb 13. Roza jism ki zakat hy 14. Roza dhaal hy 15. Barkaton wala maheena 16. Roza daron ka ikraam 17. Roza daarRead More →