DAY 1 Shukar: Allah ke attat ka naam shukar hy… Bulky is tara kaha jaey k zaahir o baatin k tamaam aazzaa sy attat ka naam shukar hy Kisi ny Allah ke nafarmani sy bachnay ke koshish ke tou wo bhe shukar hy. Jis ko shukar ke taofeeq mil jaey bohat bara karam hy Allah ka apnay is banday par Quran pak ke Surat Nissa mein hy k… “Beshuk kam hein mere banday jo mere shukar guzar hein. Hazrat Abu Huraira sy riwayat hy k, Piaray Aaqa S.A.WW ny farmaya k,”Jis k sath Allah bhalaai ka irada karta hy tou umar mein ziyaadti or shukarRead More →

DAY 2 Shukar: Jo bandon ka shukar adda karta hy… oun ke nawazshon ke shukar or on ke qadar karta hy wohi Allah ka bhe shukar ada karay ga. Matlab k bandon ka shukar adda karna… Allah ka shukar guzar banda honay ke allamat or maiyaar hai. Hazrat Usama Bin Zaid r.a sy riwayat hy k… Piaray Aaqa S.A.WW ny farmaya “Khuda ka shukar guzar banda wo hy jo logon ka shukar adda karnay wala ho” Shukar ko Qilaa kaha geya hy or is mein daakhil honay wala shaitaan k hamlay sy bach jata hy. Shukar or nashukri mein farq ye hy k agr hamRead More →

DAY 3 Shukar : Shukar k maani yeh hein k yeh naimat jis ny di hy ous ko ous ke marzi or ita’at k mutabiq istamal kry. Muhammad Bin Ka’ab Karzi r.a ny farmaya, Shukar taqwa or amal e saleha ka naam hy. Shukar ka khulasa yeh hy k Allah ke di hoe naimat, jan o maal ko ous k hukm k mutabiq lagana shukr hy or jismani aaza ko ita’at e khudawandi k ilawa gunnah mein lagana nashukri hy. yeh bhe khiyal rahy k Allah ka shukr tou koe banda mukamal kisi haal mein bhe nai kar sakta. Allah ny jin anmol naimton syRead More →

DAY 4 Piary Aaqa S.A.WW ka shukr sy mutaliq farman hy, “Jo shakhs dunyavi moamlaat mein apny sy kamtar logon ke taraf daikhta hy or deen k moamlaat mein apny sy ouper walon ko daikhata hy tou Allah ous ko sabir o shakir likh laita hy or jo duniya k moaamlaat mein apny sy ouper walon ke taraf sy daikhta hy or deeni moamlaat mein apny sy neechy walon ke taraf daikhta hy tou baargaah e khuda wandi mein ousy sabir o shakir nai likha jata” Lakin aksar logon ka haal yeh hy k dunyavi amour o moaamlaat mein apny sy ouper walon ke tarafRead More →

DAY 5 Allah ki atat ka naam shukar hai bulky is trha kaha jaye kay zahir o batin kay tamam azaa sy atat ka naam shukar hai. Kisi ny Allah ki nafarmani sy bachny ki koshish ki to wo b shukar hai. Jis ko shukar ki tofeeq mill jaye ye Allah ka apny is bandy per bht bara karam hai. Allah hm sub ko apny shukar ki tofeeq ata kry.ameen. Al Quran Surah e Al saba mein Allah farmata hai: “Beshak kam hain mery bandon me jo mery shukar guzar hain.” Allah hmein apny shukar guzar bandon mein shamil farma ly.ameen. Hazrat Abu huraira RARead More →

DAY 6 Shukar ki tofeeq kesy ho gi..? Hazrat Abu Huraira( r.a) sy riwayat hy kay AAP s.a.ww ny fermaya: “Jab tum may koi khuda ki naimat ki qadar(shukar)ada kerna chahay to apnay sy kamzor ko dekhay or apnay sy uper walay ko na dekhay”… Apny sy kamzor per nigahain rahain gi to shukar ki tofeeq ho gi jab kay apnay sy uper nigah rahy gi to na shukri ka ehsas paida hoga… Shukar zawal e naiamt sy hifazat hai.Hazrat Umar RA sy rawaiyat hai kay “naimat pr khuda ki tareef us kay zaval sy aman hai.” Koi naiamt hasil ho to usy apna kamalRead More →