*” Tazkia E Nafs “* Q. Zaat…khalis pan k safar mein Haq k Rahi ke sabb sy bari dushman hy… Ham kis kis tara sy har lamha zaat ke parwarish kar rahay hein… Share karen. Nafs ke Jang Jari Rahay  11Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Hamari zaat par kaaam Apni Mazil ko panay ki chaah mein ker rahay hein or ye b jan gaye hein k jab tak zaat say azadi nae milay ge ham manzil tak nai ja saktay….. Aaj ka din… Aisay he zaat say azaad honay k step laitay jana hy jo hamein apni manzil k qareeb kar den… kion k jaisay he aaik step lea or aik bairre khouli or aik qadam qurbat mein utha. Abb is ihsas k sath aaj step len or unhein share karen. Nafs ke Jang Jari Rahay  18Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Aaj k din…. Apnay matloob ki piar bhari nazer panaay k leay.. Apni zaat ko maar k…. “Out of the Way” Kuch kerna hy. Har Out of the Way Point ko number dey kr yahan sab k sath share karen. Nafs ke Jang Jari Rahay  19Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q.Ham nafs ke pairvi kartay hein tou hamaray andar bohat se chahatein paida hoti hein jo hamein majboor karti or nachaye rakhti hein… Or in k hath majboor ho k naachtay nachtay ham her qadam apni Manzil say dour ho rahay hotay hein…. Aaaj k din…. Aisi outhnay wali chahaton ko pakerrna hay…. Or Oun par kaam kea ya wo nachanay mein kameyaab ho gaen… Ye share kerna hay… Nafs ke Jang Jari Rahay  20Read More →