“~*Workers*~”  4th Step  *Duaein* Silsilay mein sakoon or bhalaai , hidayat k leay 5 qisam ke duaein ke or karaai jaati hein… 1. Genral dua 2. Maafi-o-Taoba ke dua 3. Shukar ke dua 4. Haajat ke dua 5. Power ke dua Is step mein aap ko in mein sy aik aik dua ka tareeqa or tafseel alag alag sy msgz mein samjhein gy inshaAllah Aap ko duaon k Surat Rehman soun’nay ka tarreqa bhe bheijein gy. Aap ny ye sab ache tara parrhnay hein or is hawalay sy working k daoran jo bhe sawal aap k mind mein aein ya kisi ny kabheRead More →

“~*Workers*~” “2nd Step” *Duaein* 1. Genral dua Silsilay mein kisi be naey aanay walay ko pehly yehi 3 duaein karaai jati hein. Surat k course k sath bhe yehi dua karaai jati hy. Mehfil mein ya ijtamaai taor par jo duaein hoti hein wahan bhe aisy he dua karni hoti hy. Dua start karnay sy pehlay glass mein thorra sa pani rakh lain. Dil sy duniya ke sochein or khiyalaat nikaal kar dua start karni hy. Ankhein band kar k kmazkam 3 bar dil he dil mein bohat piar sy Allah ko pukarna hy. Sirf Allah ke taraf mutawaju rehtay hoay khud ko Allah kRead More →

“~*Workers*~” “2nd Step” *Duaein* 2. *Maafi-O-Taoba Ke Dua* Is dua sy pehlay dua karaanay or karnay walay aamnay saamnay, call par ya msg par aapas mein thorra raabta karein,g agar dua karaanay wala wpna masla share karay tou osay os k amal ke sangeeni ka ihsas dilaaein k apna kitna nuqsan kar lea hy or is k baad Allah k Ghafoor bulky Ghfoor Ur Raheem honay or apne ghaltion par naadim ho k maafi maangnay walon o4 taoba karnay walon sy muhabat ka ihsas dilaein… Ta k ye na ho k banda apnay amal par intahaai nadim ho k Allah ke maghfarat sy he mayousRead More →

“~*Workers*~” “2nd Step” *Duaein* 3. *Shukar Ke Dua* Kisi bhe barray sy barray ya chotwy sy chotay moaamlay k positive r3sult par shukqr ke dua karnay ya karwanay mein jaldi keya karein. Shukar dil ke aik kafiyat ka naam hy ye sirf alfaaz ke adaaigi sy nahi hota. Jab tak dua karnay walay k dil mein Allah ke kisi bhe naimat par ya maslay sy nikalnay par ya nikalnay ke raah nazar aajanay par dil sy is baat ka aitaraaf nahi kartay k ye mere bus ke baat nahi the, main chahay ham apna sara zor or tamaam zaahiri asbaab bhe laga daitay tou bheRead More →

“~*Workers*~” “2nd Step” *Duaein* 4.*Haajat Ke Dua Ka Tareeqa* Ye dua kisi bhe haajat k leay karaai ja sakti hy, jis ke haajat jo agar wohi karay tou best hy or agar nohat sy logon ke aik he haajat hy tou sab ko mil kar bhe dua karaai ja sakti hy. Haajat ke dua mein dua karnay walay ny sachay dil sy aone haajat k hawalay sy qabool karna hota hy k mere is hajat k3 haajat rawaai Allah k siwa kisi k bus ke baat nahi… tamaam zaahiri asbaab or makhlooq ke taraf sy nazar hata laina hoti hy, Khud ko sachay dil syRead More →

“~*Workers*~” “2nd Step” *Duaein* 5. *Power ke dua ka Tareeqa* Ye dua kisi bhe Faiz, Ishq, zaat par kaam, Working ya mayousi or naummedi sy nikalnay k leay power ke dua karaai ja sakti hy. Behtar ye hota hy k jis bhe power k leay ham ny dua karaani hy tou wo dua os banday sy karaaein jis ko indinno os khas point par power mein feel kar rahay hein kion k jis k power mein honay ka yaqeen ho ga tou he aap ke dua mein bhe aao ko ziada power milay ge. Raat ke ijtamaai dua or waisay bhe kbhe kabhe khas rohaniRead More →

*Special Msg* In 5 qisam ke duaon k illawa bhe silsilay mein duaeon karai jaati hein… Jin k baray mein aap ko batana chahein gy… 1. Jamaat k sath dua 2. 1122 Group ke dua Spirit Of Work Salamat.   Jamaat aur ous ki duaein. Murshed Jee ko Apnay safar k aik aalla maqaam k mukamal honay k baad… Ehlay Jinnat Fuqra ke jamat ata ke gaye.  Koe bhe Haq ka Musafir jo Roohaniat ka safar aghaz karta hy shuru sy he oska khalis pann Aala Roohani Hastion k Zer e Nazar hota hy. Jab ye andar ka khalis pann aik matlooba darja par paohanchRead More →

“~*Workers*~” *5th Step* “Case Dealing” Q1. Aap k kitnay % cases nakaam hoay, yani 2 ya 4 duaein kara k ya chand din surat soun k ghaaib jo gaey? Q2. Aap k khiyla mein in cases ke nakaami mein kitnay % aap ka hath tha or kitnay % case ka??? Q3. Oun cases ke nakaami ke main waja kia the?? Q4. Aap ko kis tara k cases laina pasand hy, jin k sath aap shaoq sy kaam kar laitay hein or maslay sy nikaal laitay hein?? Q5. Kis level tak kisi bhe case ko chalana aap k leay aasan hota hy?? Q6. New cases syRead More →