Yaqeen Index ?1: Yaqeen kia hai. ?2: Allah k piaar aur Us k Faisaloon par Yaqeen. ?3: Yaqeen me mazbouti . ?4: Allah ki Sif’aat par Yaqeen . ?5: Yaqeen k ba’ais Dil ka pursakoun hona. ?6: Allah par yaqeen sy khudatamadi ka paida hona. ?7: Halaat ka Allah k Sapurd ba’ais e Sakoun hona.Read More →

YAQEEN KIA HAI Bina daleel man’na yaqeen kehlata hy. Yaqeen darasal Dil ka ehsas hy. Yaqeen mujasam kuch bhi nahi hy.our is ko hasil karny k liye daleel hum tub thamty hain jub hum phisalny lagty hyn ya hum andar sa kamzoor ho ky dag’maga rahy hoty hyn our poun mazboot nahi hoty. Jab yaqeen hu k poun k nechy zameen hay tou daleel ki zaroorat nahi rahti. Darasal hamara yaqeen hamary guman k mutabik hota hay. Our hamary guman k mutabik hi hamy milta bhi hay. Agar daleel aa jay tou wo yaqeen nahi.Jesy keh ALLA H ko bina daleel keh man’na, asal mayRead More →

ALLAH K PIAR AUR USK FAISLOON PAR YAQEEN Asal yaqeen bin daikhy ka hi yaqeen hay. Yaqeen dil ka hota hay our dil kisi ko daikh kar man’ny ka paband nahi hay kiou keh daikh ker man lyna aasan hay. Behtreen yaqeen tou yahi hay keh apny malik ki shan us ki kebryaie ko dil ki aankh sy daikh ker us per eeman laya jay kiou keh yahi dil sy man lyna asal yaqeen hay. Jiss k liye kiou or kesy ki dale’eloon or saboot paish krny ki zaroorat nahi hoti. Dil ka yaqeen hi dil ki taqat hay. Our us ky liye kisi ZahirRead More →

YAQEEN MEIN MAZBOUTI Haq ky rahi ky dil ka yaqeen us ko her lamha larny main madad dyta hy. Jitna behtreen yaqeen andar hu ga utna hi uljhnoun main phansny ka moka kam hota hy. Hamary dil ka yaqeen kisi b mamly mainhamary wadam dagmagany nahi dyta. Bin dakhy per dil ka yaqeen hi asal main hum sy atta’at kerwata hy. Kiou ky dil k ehsas mazboot or pukhta hoty hyn. Jb ky damag ka dale’eloon sy pakra hua yaqeen danwaan dool ho sakta hy. Dil ka yaqeen hamari power bn jata hy. Or ye yaqeen ki pukhtagi Haq ki raah my safar ko taiziRead More →

 ALLAH KI SIF’AAT PAR YAQEEN Yaqeen dil ky andar phut’ta…panpta…or intehoun mo pounchta hy. Jesy ky ALLAH ki sift “Madadgaar” ky hawaly sy loun to phly bhi ALLAH ki is sift per myra yaqeen tha…main pukarti thi ky tu hi myra madadgaar hy… tu hi myri madad kry ga to phir jub is pukarny ki waja sy madad aati tu yaqeen our mazboot hota chala jata ky….wo myri madad kr raha hy our krta rahy ga. Safar k mukhtlif marahil sy guzarty huy bhi Shah Jii ny yaqeen ka daman mazbooti sy thamy rakha. Aap ny safar ky hawaly sy paish aany wali aazmaishoon mainRead More →

 YAQEEN K BA’AIS DIL KA PURSAKOUN HONA Jub bhi kisi mukaam per Allah k yaqeen per khary hoty hyn our wo cheaz hamy is surat my us maqaam per nahi milti to wo hamy apni raza my razi kr dyta hy. wo cheaz us sy bhi aala surat my milti hy jo hamari marzi hoti hy. isi liye us waqt hamary andar bychyni nahi rhti ky wo cheaz kiou hasil nahi hui jo hamari khawish thi. Magar jb bhi hamary yaqeeen k level kaam hoty hyn to andar bychani aati hy or us waqt phly hi lamha ye cheak krna chahye ky aaya aap kyRead More →

ALLAH PAR YAQEEN SY KHUDATAMADI KA PAIDA HONA Yaqeen Allah per hona chahye. Allah per yaqeen hi hamary andar khudaatmadi bydaar kr dyta hy. kabi bhi apni khudaatmadi sy hm Allah per yaqeen nahi kar sakty. agar hamary andar khudaatmadi hy… to ye nahi hu ga ky Allah per yaqeen bhar jay ga… lakin agar Allah per yaqeen hy… to us sy khud per yaqeen barhy ga jo khudaatmadi dy ga. Allah per yaqeen ki manzil sy apny per yaqeen ki manzil kitaraf safar kryn kiou ky khud per yaqeen aana ki surat my nikal aata hy. agar ham Allah ky yaqeen sy apny operRead More →

HALAAT KA ALLAH K SAPURD BA’AIS E SAKOUN HONA Hamary dil ka bin dakhy Allah per yaqeen hi her mahaz per hamy larwata hy our kamyabi dilwata hy. Kiou ky ye yaqeen hi us waqt bhi humy mayous nahi hony dyta k jb koi rasta hi nazar na aa raha hu. ye yaqeen hi hy jo undahyroon main bhi roshni ki kiran dikhata hy. our yahi Allah per yaqeen hi band rasty kholta hy. Hum jis qadar apny mamlat ko apny malik ky sapurd krty jayn gy. hum is yaqeen main pukhtagi payeen gy ky wo jo krta hy behtreen krta hy. Is yaqeen kiRead More →