Day 2 – Mayusi

HAMARI TAWAQOAT ,HAMARA MIYAAR AUR MAYOUSI

Day 2….
Msg 1…

Mayousi:
Hmaray mayous hony ki wajha zydaa tar hamari apni tawaqat hi joti hein
Jb bhi hum apna koi kam karty howy iss k result phaly k mutabiq set kar laty hn phir us ko wasaa hi hasil bhi karna chaty hein tu mutwaqa neetijaa apni chchat k mutabiq na hasil kar panay pa hum mayous ho jaty hein-
Agar deekha jay tu…
Mayousi k level bhi utna hi hota hy jitna k hmary mutaqawa result aur hasil hony walay result ma farq hota ha yaani mutwaqa result aur hasil karda result k peech k gapp jinta hota hy utna hi hum mayous hoty hein –
Msg 2…


Msg 2…

Hum na har mamlay ma apnay lia aik maayair balana lia ha aur ya maayair har aik cheez k lia mukhtalif hota ha- Ab hota yun ha k hum is mayair ko hasil karnay k lia koshih karty hein aur ALLAH k hukum sa kisi had tak is ko laty hein – Ab hum na jo maayair banaya hota ha is ko ALLAH k hukum sa jis level tak hasil kar laty hein …in dono k darmain faslaa …yani hamary tay karda mayair aur is k hasool k darmain k fasalaa drasal hamaray lia bachani k sabab banta ha- Is bachani ko hum chahy tension khain ya depression ya fastration khain – Jub demand k level zyadaa ho ga aur is k hasool ma lagai hoi koshih k bad tawqaa k mutabiq nhi mialy ga tu hamin bachani ho gi agar wo gap aur faslaa na ho ga tu tension ya bachani nhi ho gi
Msg 3


Msg 3…

Maslan aik choti si misal lain k agar koi aik joraa silwana chcahay tu is ko apni pasand k rang’ style’ kapray aur designing k sath banana chchay ga tu aur jb wo wasa nhi banay ga tu isay tension ho gi kun k iss na tu apnay lia is mamaly ma aik maayair thay kar lia tha aur jb wo tawaqa pori nhi hoi tu bachani k sabab ban gi
Hum na apni zindgai ma rahan shan k hawalay sa bhi mayair banay hoty hein masalan asa ghar ho’ atnay nokar hon asa khana ho aur asa uthna bhathna ho wagaraa wagara – Jub tak in mamlaaat k apni merzi k mutabaiq rahy hum bachain nhi hoty -Jasay hi muqarar karda mayair nechay aa jata ha hum matlooba mayair hasil karnay ma khud ko kamyaib nhi patay tu hum bachain ho jaty hn -Lihazaa is sa waziha ha k jub bhi hum apny ander kisi hawaly sa aik mayair bna laty hein aur is level k mayair ko hasil nhi kar paty tu is k darmain k gap k barabar humain bachani ‘ tension ya frestration hoti ha –
Msg 4…


Msg 4…

Is pur qabooo panay k lia sb sa zaroorai aur asan sa nukta ya ha k hum kisi bhi mamaly ma kisi bhi zaywia sa apny lia apny ander koi mayair set na karain –
Jo ho raha ha is k lia shuker ada karin aur is ko bhtreen smjh k qabool kr lain -Hum umeedain rakhna chor dain tu bachani khatm ho jay gi kun k hum na dosron sa umeedain rakhi hoti hein- jub wo pori nhi hoti hein tu bachani k sabab banti hein –
End
شاه جی❤

? حق بات
(محمدی حسینی سلسه)


Topic: Mayousi

Exercise
Day 2
Q1:-
Fill in the blanks:
(i): hamaray mayouse hony ki waja ziadatar hmari apni—— hi hoti hn.

(ii): Mayousi ka level bhe outna hi hota hai jitna hmaray result aur —— hony walay result mn farq hota hai.

Q2 :- MCQ’s
(i): Ham ny har moamlaay mein apna miyaar bna lia hai aur yeh miyaar har aik cheez k leay —– hota hai.
(a) Aik jaisa
(b) mukhtalif
(c) juda juda

(ii): Jab bhe ham apny andr kisi hawalay sy aik miyaar bana laity hein aur is level k miyaar ko hasil nae karpatay tou is k darmian k gap k barabar hony bachaini, —— yah frestation hoti hai.
(a) Tention
(b) Depression
(c) dono

Q3: short Question
Sawal:
Apna life experience share krain jb apka koi kam apki tawaqoat k mutabik na hua ho or ap mayoosi mn ghir gy houn.


Topic 2 (Mayousi)
Answer key
Day 2

Blanks
1:Tawaqoat
2: Hasil

Mcqs
1: b
2: a
Question:

Ye sabka apna
jawab hoga

 


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *