Day 5

?Day 5….
?ALLAH ka ehsas e aashnayi?

?Ham Shaoor ki halat mein duniya ki tamam cheezo ko samjhnay ki koshish kartay hain…..
Hamare andar kisi bhi kaam ko seekhnay ki chahat hoti hay….
Ham mukhtalif tarah ki talab rakhtay hain…

?maslan,,, parhayi k doran ham kayi tarah ki tution parhtay hain…. aur poori lagan aur mehnat se apne matlooba hadaf ko panay ki tagg o dou kartay hain….
Kyu kay hamain koi bhi cheez paidaishi tour pe nai aati hoti….

?Ham duniya ki mukhtakif cheezain seekhnay k liye koshish kartay hain.
Msg 2…..

Tou ,,,
⚡ALLAH❤k ehsas ko paanay k liye koshish kyu nai kartay?
⚡ALLAH❤ ki qurbat ki talab kyu nai rakhtay?
⚡US ka ehsas e aashnayi panay ko chah kyu nai rakhtay?
⚡itne barray ALLAH❤ ko jan’nay aur pehchan’nay k kiye kyi tagg o dou nak kartay?
……
Agar ham talab rakhain to hamain ehsas ataa hotay hain…..

شاه جی❤

? حق بات
(محمدی حسینی سلسه)

???????
?Day 5

?Today Task✏
? Comparison ?
?Aj Ap …apni
✨duniya ke koi chahat batayen,k jis ko panay k lie ap ne tagg o doh ke…?

✨aur us tagg o doh mai ap ne kia kia steps liay…?

??aur sath he?

Apna jaiza letay huay, apnay andar Allah ke qurbat panay ke talab ko bhe check krna hy k…

✨Ab tk Ap ne apny andar Allah ke qurbat ke kitni talab rakhi…?

✨aur Allah ke qurbat ko pany ke koshish mai,kia kia steps liay…?

? is comparison ko kerty apnay ander ky Ehsas Share krein ?.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *