Day 6 – Mayusi

ALLAH PAR YAQEEN

Day 6…
Msg 1….

Mayousi :
Hamaray ander k ya ahsas bhi hmain mayousi sa nikalny ma madad data hy k aik pataaa bhi ALLAH k hukum da girta ha k is na kis karwat sa girna ha – Tu kia hamaray sath hony wala har masla ya parashani asay hi aa gi ha- Ya ALLAH ki merzi aur mansha hy -Ya hamaray lia ALLAH k hukum ha – aur ALLAH k har hukum bandon ki bhtari aur bhaalai k lia hota hy jo k hamin kabhi nazaer aa jati ha aur kabhi hum sa chupi hoti ha -Hamray skoon k lia yahi baat kaffai ha k ya hnary ALLAH k hukum ha aur is waqat in haalat sa guzar kar yaqeenan ALLAH na hamaray any walay kal k lia koi bhtreen neetijaa tiayar kar rakha ha – Ya is baat pa munhasir ha k hum is mushkil ma kis thrah ALLAH k yaqeen pa kharay rahy aur khud ko mayousi sa bachay rakha –
Msg 2…


Msg 2
jb tak dil ALLAH k yaqeen pa khara ho hum down nhi hoty – Magar ya such ha k mukhtalif mamoolat aur mamlaat k doran dil ki haalat badalti rahti ha aur dil ki haalat k aik hi jaga mustaqil tor par set rakhna bhut mushkil hota ha lakin hum jasay hi down honayy lagaty hein tu dobra sa ALLAH k yaqeen ko tham k uth khara hony ki koshish karty hein
Apnay dil ko ALLAH ki muhabat aur lagan ma laga kar nay jazba aur shooq k sath manzil ki taraf gamzan ho jaty hein -Jub bhi dil ma mayousi aay aur dil.ki haalat down ho tu asay ma hmasha apnay hili yaqeen k level ko check karna hota ha
Msg 3


Msg 3
– Hmara mutmanin hona ALLAH k yaqeen k sath hy- ALLAH pa yaqeen humain mutmaain rakhta ha- ALLAH k yaqeen hamary yaqeen k bais hota ha k hamaray qadam zameen par hi hein aur qadam par hon gay tu girnay k dar nhi hota -Aur hum mutmain hoty hein k qadam jamay hoy hein -Jis k jitna ALLAH par taqeen ho ga wo utna hi mutmain ho ga –
End
شاه جی❤

? حق بات
(محمدی حسینی سلسه)


Topic: Mayousi
Exercise
Day 6
Q1:-
Fill in the blanks:
(i): Jab tk —– Allah k yaqeen pay kharaa ho ham down nai hoty.

(ii): Hamara—— hona Allah k yaqeen k sath hai.

Q2 :- MCQ’s
(i): Jab bhe all mein mayousi aay dil ki haalat down ho tou aisy mein hamesha Apny —– yaqeen k level ko check karna hota hai.
(a) Dili
(b) Demaghi
(c)dono

(ii): Jis ka jitna Allah par yaqeen hoga wo outna hi —– hoga .
(a) momin
(b) mutaqi
(c) mutma’ein

Q3: short Question
Sawal:
Jab Halaat sy ham mayousi hony lagty hein hain tw kaisy khud ko Allah k yaqeen par khara rakhain aur mayousi sy bach sakain? Apny personal experience ki madad sy tips dain.


Topic  (Mayousi)
Answer key
Day 6

Blanks
1: Dil
2: mutma’win

Mcqs
1: a
2:c
Question:

Ye sabka apna
jawab hoga.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *