Day 7

? ye Din activity day hay..
Ustad ny Khud krwana hay ?
?ALLAH ka ehsas e aashnayi?

? ACTIVITY?
(Msg for Ustaad)

?Group mein hkrs ko ye sawal baari baari dene hain.

?mujhay sabse ziada kon acha lagta hai?
Dosti kiskay sath hai?

?Jab bhi koi khushi ki baat ho to sabse pehle kisko btaty hain….????

?Jab koi dukh ho to sabse pehle jis se baat kartay hain…?

?Jab madad chahiye ho to kiskay paas jatay hain…?

????list mein likh lain …har cheez k liye frst priority second aur thrd priority

Note : group mein hkrs k sath mazay se ye activity karni hai…
K unko ye na laggay k bht koi serious kaam hai….

Aur aik aik msg mein baat karni hai….
Freshhhness k sathhhh
Takau hkrs mazay se participate karain lite se way mein

Aise he….

?Aapki top duain ya chahtain ?
❤ jab sab hkrsss list down karlain….
To bht piaaar se wahan ehsas de sktay hain k in tamam priorities mein Allah kahan hai?

Note :
Hkrs se ye activity aise karwani hai k unko ye feel na ho k ye Allah ka ehsas dene k liye hai…..
Warnaa shyd sachayi se na likhain…..

Jab wo btadain to ehsas dena hai.
???

Jab hkrs share karlain to phr unko ye message bhej skty hain

??????????
?Jab koii kaam na hoo aur faarigh bethy houn tou apnii tarjeehat (prefferences) or passand ki list bnaoo….

aur chahatoun ki list main jo bhi pehly dousry or aakhri number par haay iss main Allah agar teesray number par ho tou iss haqeeqat ko bina ksii ko btaye qabool kerna kyu kay iss list ko banaty huye Ap par andar ki sachayi khulaay ge.

Lihaza jab bhi faarigh huaa krain uss waqtt yee kaam kiyaa krain ALLAH❤ se dil he dil main kaha krain k mujy btaaaa…..

Kay ab tujhe kahaan se dhondooon ……tou ussi faarigh waqt mein mazaa aanay lagaay ga baat shuruu hogi….. aur mazaay lagain gay aur kaho gay k Tu nyy tu mujy faarigh iss liay kiya tha k main ye wakt Teraay sath guzaarna hay

Iss tarhaa say hmara Allah k saath taluq behtar say behtareen hotaa jaa raha hota hay r hmain Uss k saath taluq bnana r barhanaaa b ajataa hy ?

شاه جی❤

? حق بات
(محمدی حسینی سلسه)


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *