Key # 13: Hkr ko judge krty doze dena (rabta strong krna)

Hkr ko judge krty doze dena (rabta strong krna) 

Hkr tak ekk khaasss process syy Rastaa aur bnanaa hotaa hai ..
shuru mein bhi… hkr foran syy Rabta baat aur sharing aksar naii krtaa hotaa…
Per humm nee..
pehlayyy Rabtaaa bnana hota hai … phir hkr kaa baat jazb krnay kaa level judge krnaa hota hai

uss hisaab syy Hkrr kay anderrr ehsas aur ashnaiii utaarnnii hotii hai
Over doze bhi nuqsandeh hai aurr zoroorat sy kam doze bhi faida nai deti ziada…

iss liyee.. Hkr kay hawalaay syy alert aur achaa judge krty huee baat…rabtaa… aur ashnaii detayy janaa hai….


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *