Key # 25: Zaati asanii aur chah syy nikal kay hkr ko chalana

“zaati asanii aur chah syy nikal kay hkr ko chalana”

Hum aksarr Hkrs perr dehaaan detayy huayy farqq krnyy lagtyy hain…
new hkrr aur puranay hkrs kaaa ekk difference hotaaa hee hai lekin usss kay ilawaaaa… ekkk ” zaaat ” bhiii difference lay ati hai… yaaanii woo hkrr humein “easy” lagtaa haii.. jo asaaani sy baat kr leta hai aur acha achaa report deta hai… hum uss kay sath ziadaaa achaa feel krny lgty hain aur khushi mehsosss kertyy hain

Lekin,,

joo hkr zraa phasaaa huaa ho yaa Mushkil ho uskay sath baat kaa andaz bnanaaa .. too wahan humm zaat kay kholl mein khudd koo mehdood kr kay ankhein churaanay lagty hain.. aurr ziadaa time aur challenge leny syy ktraatay hain…
yahaan Zaatiii asaaniii aurr khushii koo nai dekhnaa.. blkay barhh kay Allah ko khush krnay aur Hkr ko bachanay.. thamnay aur sath chalanay kaa jazbaa rakhtayy suitable andaz sy rabtaa aur dehan banaye rakhnaa hota hai ….


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *