“Hkr ko zindagi kay har phase mein piar aur power dy ky stable krna hota hai.” Hkr kay sath humaraa ek yaa do din, yaa ekk hee phasse mein rabtaa aur sath nii honaa hotaa. Balky Yee sarii zindagi kay liyeee hath thaaamnaaa aur Guidancee dety rehny kaa rishtaa hai… humari zindagi mein bht sy new mamlaat aur phasess atay hain.. school sy college.. colege sy profesional studiess… phirr job …phirr shadi… phirr bchhay… etc… hum nee har phase mein hkr ko power aur guidance day kay har naye qadam aur mamlay mein stable krna hota hai.. yahan hum aksarrr zaat kay jaal mein bhi phas sktyRead More →

“mobile ya zada umar waly hkrs ko duaa py focus krwayein takay dil ka tanka mazboot ho.” jo hkrs umar mein ziada hon yaa mobilee use naa kr skty hon unkoo duaa kay hawlaay sy khaas tor per focuss krein .. kay duaa mein kaisy bethnaaa hai ” dil kaa tankaa ” kaisy mazboot krnaaa hai… aurrr Hrr maslay mein jhukk kayy jhooli kaisy pheeelani haii …ghamon ko dukh ki gathrii ? kaisyy sohnay Kay saamany rakh deniii…. Yee duaa kaa rabtaaa unehin Haq ki power lenay mein asaani dee gaa aur mobile kay alternative yee rabtaa Jazbaa banaye rakhay gaa qurbat ko mehsos krny aur haqRead More →

“Hkr ko working mein har step par rehty chalana aur sikhana” Kisi b hkr ko ya worker ko chalana aisy hay, Jaissy 1 bachay ka hath paker k chalna seekhaaya jataa hy. Es leay hkr ko, jab working mein laen. Tu humari zimadari hy, Osaay her tarha say hath pakerr k chalna seekhain. Her her step pay, Keun k wo oun ssy guzra nahe hota Or Oun ko os rastay pay hum la rahay hoty hyn. Tu zimadar bhi hun.Read More →

“Working mein working skills ko hamesha improve krty rehna hota haii” Hum working shuru krty hain too khaas skillss aur andaz Apnay ustaad sy sekh kay working ka aghaz krtyy hain.. lekin hum agay zaat mein aisy phass jatay hain .. kay samjh lety ahin kay yee skill enough hai aurr hum ab kr lein gayy… Jab kay aisy nai hotaa …. Humein time to time …. barhty waqt… barhti working .. barhty dourrr kayy sath sathhh Working skills koo improveee kernaa hotaa hai aur barhaani hoti hain , warnaaa humarii working nikaalltii nai hai aur ekk jagaa atak jati hai…. Ye skillss trianings ki ttarhaanRead More →

“hkrs syy expectations kam krty huye haq baat kii input ko barhana “ hum hkrs syy apni expectations bhtt ziadaa barhaa letayy hain …. yahan tk kay hum unsyy yee expect krnyy lagtay hain kayy Wooo he input dein gay aur hum bs output ki form mein jawaaban Unko apnaa aaap dein gay … baat kay hawaaly sy yaaa ehsass denay kay hawalay syy… Jab kay aisy naii hotaa… Hum ny as worker apnaaa maximummm input denaa hotaa hai, aurr input bhi ” Haq baat ” kaa haqq aurr ashnaii utarrniii hotii hai unkay anderr.. Tab hee wo iss syy faidaa uthaa kay Dill ko tabdeell krnyRead More →

“Hkr ko zimedari k sath chalana Ustaad ka imtihaan hota hai” Humaray pas koe bhe hkr jab aata hy tu wo humari aik zimadari hoti hy, Or hum os k jawab deh bhe hun gy kay, Allah ka bandaa humaray pas Allah wala smjh k he aataa hy. Ab hum es zimadari ko kitna bhtreen tarha aada keraty hyn, Yea humara asel imtihan hotaa hy. Es leay apnay halat,Masroufeaat Etc Ko daikh k Jitnaa time day sakain outnaa kaam laity jaen.Read More →

“Working ko time manage kr kay chalana hota hai” Humein aksrrrr working Naaa krnayy ya Weak working kii wajaaaa apnay mamalaaat aur ” waqt ” kaaa naa milnaaa lagtiii haiii… yee lagtaa hai kay time naii hotaa aur baqii zimedariaan bht hain to yeee Nai focus hoo patii… jb kayyy aisaaaa hotaa nai hai … Ye batil kaa hee ek waar hotaa hai  kayy jo humein waqtt koo pehchanay aur usayy manage krnayy syy doorr kr rahaa hotaa hai kay. Hum mision work naa krein aur markaz sy disconecct ho jayen is zariye.. Humm nee time management krni hoti hai kyun kay Allah nyy agar ummatRead More →

“Working routine k kaamo se hatt k nai kee jaskti, ye sath sath moqa bnatay hue hoti hai “ Humein wokring kay hawalay sy aisy lagtaa hai kayy hum jab mukamallll ” free” ho jayen aur koiii kaam naa ho tb hee hkr sy baat krein aur time dein… sarayy kamon syy hat kay hum wokring ko krnay walaa kaam le letyy hain naa.. jb kay aisay nai hotaa.. Working koiii bhttt alagg chizz nai hai ..aurr aisyy kabhi nai ho sktaaaa kay  duniaa mein rehtyy hum “free” hon… koi naa koi kaaam, mamlaa, baat ,haaalaat situation too chalti he rehtii hai… hum neee khudd moqaaaRead More →

“Apni expectations sy nikal kay hkr kay sath uskay level kay mutabiq working jarii rakhnii hoti hai “ Hum hkr say apni chahet k hisab ssy expectation laga laity hyn k yea bhe aisa keray, Itna chalay Etc. Jab k yea bhi batil ka 1 waar hota k wo jis hud tak bhe aa raha hotaa hum os ka rasta b band kernay lagtay Or Ho sakta hy os k agay anay ka jo waqt muqarar ho wo abhe na ho. Or hum nay tu phly he os k leay rasta band ker dia. Yahan hum ne slow and steady lagay rehna hotaa hy. Khud say kabhe bhe pechy nae hatnaRead More →