“Zaat Par Kaam” “*Topic-Adaab e Guftagoo*” Sawal 1. Apna jaiza lein… Ham daily routine mein ziada tar kis tara ke guftagoo krtay hein…??? Sawal 2. Or doran e guftagu hamare guftazgoo ka anadaz kaisa hota hy…??? Dil sy Dua   Sawal 3. Ham logon sy baat karay hoay… Oun sy kis tara k andaz e guftagoo ke tawaqu rakhtay hein…? Dil sy Dua   Sawal 4. Apnay andaz e guftqgoo ka gehrai sy jaiza lein or wo point share karen jin ke waja sy aap k andaz e ghufatagoo mein behtari aa sakti hy…?? Dil sy Dua   Sawal 5. Aap ke nazar mein… BehtareenRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Khamoshi*” Sawal 1. Aap ke nazar mein khamoshi ke kia ehmiyat hy….?? Dil se dua Sawal 2. Khamoshi k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…!! Dil sy Dua Sawal 3. Aap ke nazar mein… Khamoshi k kia kia faiday hein…??? Dil sy Dua Sawal 4. Jahan moamla biggar raha ho wahan maslehat k tehat khamoshi ikhtiar ke jaye ta k bigaar sy bacha ja sakay. Apna jaaiza lain k… Kia ham aisay maoqon par khamoshi ikhtiar kartay hein ya bol kr nuqsan uthatay hein…??? Dil sy Dua:) Sawal 5. Khamoshi ke apni jaga ehmiayat hy… Magar zarorat parrnayRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Taqwa*” Sawal 1. Taqwa sy kia murad hy… wazeeh karein…? Dil sy Dua Sawal 2. Taqwa k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Taqwa ikhtiyar karnay ke raah par hamein kia kia rukawatein paish aati hein…?? Dil sy Dua Sawal 4. Apna jaiza lein… Kia ham taqwa ke ehmiyat sy waqif honay k bawajood taqwa ikhtiar karnay ke koshish kartay hein ya nai…? Dil sy Dua Sawal 5. Wo kia soch ya ihsas hy jo agar hamary andar baidar hon tou wo hamein taqwa ikhtiyar karnay ke raghbat dila skta hein…?? Dil syRead More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Khush Ikhlaqi*” Sawal 1. Khush ikhalqi sy kia murad hy…? Dil sy Dua Sawal 2. Ikhlaq k baray ko Qurani ayat ya Hadees e Mubarika sy waazeh karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Apk kheyal mein… Khus ikhlaqi kin kin khoobion ka majmooa hy….?? Dil sy Dua Sawal 4. Apna jaiza lein… Hamaray andar achay ikhlaq ke kon kon khoobian maojood hein… Or kahan kahan kami hy…?? Dil sy Dua Sawal 5. Ham khud par kaisay working kar k achay ikhlaq ke khoobian paida ker saktay hein….?? Tips dain…!! Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Lalach*” Sawal 1. Apk kheyal mein.. Lalach kia hoti hy… Laalchi shakhs ke kia soch ya ihsas hotay hein…?? Dil sy Dua Sawal 2. Apna gherai sy jaiza len… Ham kis kis hawalay sy lalach mein mubtala hein…?? Dil sy Dua Sawal 3. Ham zaida tar dunia ke zindgi k hawalay sy lalach ka shikar hotay hein. Apk kheyal mein is… Lalach ke wajoohat kia kia ho sakti hein…?? Dil sy Dua  Sawal 4. Lalach k nuqsanat kia kia hotay hein…?? Dil sy Dua Sawal 5. Lalach sy bacha kaisay jaa sakta hy…??? Tips dain…! Dil sy DuaRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Bukhal*“ Sawal 1. Ap k kheyal mein… Bukhal kisay kehtay hein…? Dil sy Dua Sawal 2. Bukal k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Bukhal k nuqsanat kia kia hein…?? Dil sy Dua Sawal 4. Bukhal sy bacha kaisay jaa sakta hy…? Tips dain…!! Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Tareef*” Sawal 1 Ham kis tara k amal par kisi shakhs ke tareef kartay hein…?? Dil sy Dua Sawal 2. Apna jaiza len.. Ham kisi ke tareef kartay hoay kanjoosi sy kaam letay hein… ya dil khol kar os ke khoobi tareef kartay hein…?? Dil sy Dua Sawal 3. Kabhi kabhi ham kisi ke tareef kartay hoay os mein sach k sath jhoot ke bhe milawat kar deitay hein. Ap k kheyal mein iske kia kia wajohat ho sakti hein..? Dil sy Dua Sawal 4. Kabhi ham be jaa tareef kartay hein… Or kabhi tareef mein kanjoosi sy kaam letay hein… ApRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Ghussa*” Sawal 1. Gussa kaisi kafiat ka naam hy…?? Dil sy Dua Sawal 2. Ghussa k baray mein… Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karein…?? Dil sy Dua Sawal 3. Apk kheyal mein… Ghussa kion aajata hy ya ke kia kia wajoohat ho sakti hein…??? Dil sy Dua Sawal 4. Ghussa k infaradi or ijtamaai nuqsanat kia kia ho saktay hein…?? Dil sy Dua Sawal 5. Ghussa par qaboo kaisay paya ja sakta hy…?? Tips dain…!! Dil sy Dua  Read More →

“Zaat per Kaam” “*Topic-Tawakul*” Sawal 1. Aap k kheyal mein… Tawakul sy kia murad hy… Is ke tareef biyaan karein…?? Dil sy Dua Sawal 2. Tawakul k baray mein Qurani Ayat or Hadees e Mubarika share karein. Dil sy Dua Sawal 3. Apk nazar mein… Bahasiyat sy musalman hamare zindagi mein… Tawakul ke kia ehmiyat hy…?? Dil sy Dua Sawal 4. Hamaray andar tawakul ke kami ke kia kia kia wajoohat ho sakti hein…?? Dil sy Dua Sawal 5. Ham apnay andar Tawakul ko kaisay barrha saktay hein?? Tips dain…!! Dil sy DuaRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Tanz o Tamaskhur*” Sawal 1. Tanz o tamsakhur sy kia murad hy…? Dil sy Dua Sawal 2. Tanz 0 tamaskhur k baray mein hamein Quran 0 hadees sy kia hidayaat milti hein…?? Dil sy Dua Sawal 4. Agar hamare guftagoo mein tanz o tamaskhur shaamil ho tou is k hamein kia kia nuqsan honay ka khatra hota hy…?? Dil sy Dua Sawal 5. Kia hamein ihsas hy k… Hamara tanz o tamaskhar karnay sy kisi dosray k dil par kia guazarti hy…? Is hawalay sy agar aap ka apna koe tajarba hy tou share karein…!! Dil sy Dua Sawal 6. Kia sochRead More →