Shukar ki Dua – Sawal 4

Sawal 4 …

Kia shukar aanay wali naimat, milnay waali, yaa recently mili naimat per, ya atta per hii hotaa hai ?


 

Key 12 :
Sirf ‘recently’ mili huii atta pe shukar ki bajaye her lamha shukar k points talash kerna
……….

Shukar kay hawalay sy ek aur eham Ehsas hai kay hum Shukar Aksar hee ” recently ” yaaani mojooda haal mein Milii huii Attaa kaaa krty hain, yee bhi samjh bethtay hain kay Ab jb kuch aur Millayy gaa to hee Hum Shukar krein gayy yaa shukar kaa ehsass bany gaa jb kay Allah ki attaeyn hum Perr To hamesha sy hain naa
Allah Sohnaa apni siffaat sy Hr dum Hum per sayaa kiyee huee hai
kabhiii madadd krtty Mushkilaat sy bachaaye hota hai
kabhi Apni Hikmaton kay zariye Nuqsan sy faidon mein le ata hai
Kabhi apni rehmat sy Bakhashtaa hai …
Hrr hrr andaz syy her hrr tarhan syy Attaaaon kaa silsilaa jaari Rahta hai..
agar hum sirf apny jism kay azaaa ko he dekh lein
too heee shukaar kam naaa honay paye
kay Allah ny salamat rakhaa hr azaa ko
inkaa istemal Krwayaa
Aurr bhi agar apnay hawalay sy dekhein to achaa ghar baar…muashray mein izzat…
aurrrr too Allaah Nyy
apnii qurbat kaa “rastaa” jo hum gunahgaron ko atta kiaa yehiii karam agarrr Dil sy mehsooss krein
tooo barhtaaa heee jataa haii…
Isss liyee shukaarr Kaaa ehsass krtyy aur barhaatay huee yee zaroorii hai kay hum Allah Ki naimaaton attaaon Koo mehdood nazar sy naa dekhein blkay apni zindagi mein bastayy hrr lamhay mein talaash krein too khoob payen gay…


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *