“Zaat Par Kaam”
“*Topic-Qana’at*”
Sawal 1.
Qinat ka mafhoom kia hy…??
Or Qana’at k baray mein koe Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen….??
Dil sy Dua
Sawal 2.
Sachai sy jaiza letay hoay share karen k…
Kia aap qinat pasand hein…??
Dil sy Dua
Sawal 3 .
Ham jantay hein k Allah ko Qana’at pasand karta hy is k bawajood ham qana’at ikhtiar nahi kartay….
Aap kheyal mein iske wajoohat kia kia hein…??
Dil sy Dua
Sawal 4.
Qinat ikhtiar karnay kia kia faiday ho saktay hein…?
Dil sy Dua
Sawal 5.
Qana’at ikhtiar karnay k leay kia tips useful sabit ho saktay hein…??
Share karen…
Dil sy Dua