Kisi bhe waqia ka ilm hota hy tou ham par is baat ka bhe assar hota hy k is waqia k peechay kia maqsad tha.
Waqia e Karbala mein yazeed ka maqsad sirf dunia ke iqtadar o taqat hasil honay par ayashi karna tha…
Or
Imam e Aali Maqam ka Maqsad sirf Apnay Nana Hazrat Muhammad S.A.WW k deen ko bachana tha taa k qayamat tak anay walay log apnay leay bhalai ke raah pakar saken or apni dunia o akhrat ko sanwar sakein.
*Shah jee*
20. Waqia e Karbla ka Maqsad
2016-04-05