Topic 1 : Zaban per control
*Ihsas ke Kiran* Asalam 0 alikoum “Zaban Par Control” Aisi baat kehnay sy zaban ko rok lo… jis sy na tumara faaida ho or na he soun’nay walay ka faaida ho. Allah hamein yeh taqat atta karay. Aameen Dil sy dua 1 *Ihsas ke kiran* Asalam 0 alikoum “Zaban Par Control” Kia aap ko bhe aisa he lagta hy k… Ham jab bhe pachtaye… Bol kar he pachtaye…?? Allah hamein bol kar pachtanay sy bachaye.Aameen Dil sy dua 2 *Ihsas ke kiran* Asalam 0 alikoum “Zaban Par Control” Piaray Aaqa S.A.WW ny farmaya k… “Jo chup raha wo bach geya” Aap ny bhe yehRead More →