“Worker ka Hkr se expectationz lgana“ Case working karty haoy hum ny case k level py ja k working karni hoti hy… Na k yeh tawaqoo rakhein k case hamary level py aa k kaam kary… Jo k darust nai… Hum aam toar par aisa samjhty hein k hum ustad hein tou ab yeh case ki zimadari hy k wo waisa kary jaisa hum chahty hein…. Yahan hum ghalti par hein… Hum khud ous k level par ja k ous sy piar sy kaam ly sakty hein… Jitna time, piar, tawajoo ous ko dain gy wo outna hy attach rehny lagy ga… Yahan worker meinRead More →

“Worker or Hkr may apna’iyat ka rishta “ Worker kay tor py hum ny ustadi hi har lamha nahi chalani hoti…. Hkr ko ye na lgy kay Ustad to koi aala cheez hai…. Balky hm Ustad kay tor pr bhe isi trha sy rahein kay Hkr hum sy qurbat aur apnaiat mehsoos kry…. Ye bhe hamara standard ban jata hai kay hm to Ustad hain falan kam ya falan baat kesy karein…. Esay hona bhe zaat mein phansna hai…. Yahan b zaat kay standard ko torein aur Hkr kay sath har trha ka apna moamla share bhe krein…. Jis sy us ko faida ho aurRead More →

” Worker or aagy berhanay main istaqamat “ Worker kay ander jazba zinda rahy aur berhata rahy…. essay na ho kay kisi waqt to bht taizi sy working kry aur kisi waqt jazba bilkul mdham ho aur working behtreen na kar paye….. Istaqamat aur sabit qadmi zarori hai…. Jab ander ka worker alert ho to har lamha working kay lie jazba bhe baidar rehta hai aur jazba baidar rehna aur ander ka worker alert rehna hi zarori hai… Or is kay lie worker istaqamat ki duaien kraye taky wo sabit qadmi sy working karta hua agy barhta rahy….. از : ❤ شاہ جی ? “حقRead More →

“Worker ka Allah sy tan’ka jorna “ Ustad apni working kay hawaly sy aik ye point yaad rakhy…. kay Hkr ya kisi b case kay sath working karty huye wo Allah sy tanka jour kar dua kry…. kay Allah zaban ka bhtreen istamal is sy kraye….. Jahan bolny ki zarort ho wahan chup na rahy… Or jahan chup rehna ho wahan na boly…. Itna or is andaz me na boly kay agly ko uktahat ho…. Or uski dilchaspi hi barqarar na rahy….. Or itni mukhtasar guftugu na kary kay jub zarort ho to agly ko baat hi na samajh aye…. از : ❤ شاہ جیRead More →

” Supporter Worker” Working kay liye koi bht mushkil level ya standard nae hai… Koi bhe Hkr jo 21 din course mukamal kar chuka ho… Is kay baad wo supporter worker kay tor pr kaam karna shuru kr sakta hai….. Us ka apni zaat pr kaam hona zarori hai…. Tab hi wo dosron ko b kra saky ga….. از : ❤ شاہ جی ? “حق کا علم تھامے رکھنا” ? (محمدی حسینی سلسلہ )Read More →

“Worker ka sabit Qadam Rehna “ Working krty huye sabit qadmi aur istaqmat sy chalna az had zarori hai…. Agar ham haq baat krein aur agla hmarai baat ko jhutlaye to is sy zada hmari istaqamat ka imtihan hai….. Haq ki raah per hathi’yar ikhlaqiaat hain…. Apny ander ko kamzor kiye bina apni power ko share karna hai aur apni power ko umation ki raah asan karny kay lie har mumkin tareqy sy istamal karny ki koshish karny kay lie istaqamat zarori hai…. از : ❤ شاہ جی ? “حق کا علم تھامے رکھنا” ? (محمدی حسینی سلسلہ )Read More →

“Worker or Haq ka Alam Buland rakh’na “ Aik worker hmaesha dosron sy seekhny ko tayar rahy…. Wo apny ander ko maar kar … Apny andaz ko jhuka kar… Her aik sy seekhta rahy… Kiun kay ye haq ki raah hai aur haq ki raah pr khud ko mary bina agy barhna mumkin nae…. Jitna zaat ko mary ga haq ka alam buland hoga…. Jitna dosron ko ashnai dy ga haq ka alam buland sy buland hota jaye ga…. Or yehe maqsad aur mission hai kay aik worker haq ko support kry is terha kay haq ka alam sada buland rahy… Or is kay liyeRead More →

” Worker or ummat ki bhalai ka jazba “ Worker ban’ny aur working ko jari rakhny kay liye zarori hai kay dil mein Allah kay bandon or umation kay dard ka, Or un kay liye piyar ka ehsas ho….. Jis kay ander bhe umation ki bhalai aur islah ka jazba or un ko falah ki raah pr lanay ka jazba ho…. Wo hi har dam apna ap paish kar kay umat ki hidayat ki raah asan karny kay liye koshan rahy ga…. Is liye jab koi bhe silsilay sy attach ho kar haq ka rahi ban kar agy barhta hai to us ko ehsas oRead More →

“ Worker or Hkr sy routine discussion “ Ustad apny Hkr kay sath silsily kay elawa bhe har terha ki baat kr kay is baat ko is terha sy mour(موڑ ) dey sakny wala hota hai, kay wo kisi qisam ki had bandi ya qaid mehsoos na ho….. Hkr sy routine ki gupshup mein us ka andar badlna hai…. Is liye agar wo kisi waqt silsila sy,Allah sy hat kr baat kary to ap Ustad kay tor pr us sy guraiz na krein…. Balky us ki baat sunain…. Or ander sy alert rahain kay wo is terha sirf gupshup hi na lagy, kay us kaRead More →

“Worker ka,Yaqeen ka daman thamy rakhna “ Haq kay safar mein aik worker ka dill mein yaqeen utra hua hona or har lamha barhaty rehna zarori hai….. Jahan yaqeen toota, safar giya…. Kiun kay ye sub yaqeen ki hi to game hai….. Bin dekhy pr yaqeen kay sahary hi to worker khud bhe agy barhata hai or isi bin dekhy pr yaqeen wo agay apny sath chalny walon kay dil mein dalta hai….. Ander ye yaqeen hota hai kay manzil zaror mily gi…. Or isi manzil ki janib,bin dekhy per yaqeen kiye huay hum agy barhaty chaly jaty hain…. Yehi yaqeen, “janoon” ban kar manzilRead More →