“Zaat Par Kaam” “*Topic-Dunia*” Sawal 1. Dunia kisay kehtay hein… Ya kaisi jaga ka naam duniya hy… Quran o Hadees sy waazeh karein…?? Dil sy Dua Sawal 2. Aap k kheyal mein… Hamaray andar dunia ke be panah hawas, muhabat o raghbat ke Wajoohat kia hoti hein…? Dil sy Dua:) Sawal 3. Dunia ko azmaish ka ghar kaha geya hy…. Aap k kheyal mein… Isay azmaish ka ghar kion kaha geya hy… Or kia ham is dunia ko apnay leay azmaish ka ghar samjhtay bhe hein ya…?? Dil sy Dua:) Sawal 4. Dunia ke muhabat dill mein bassa lainay k kia kia nuqsanaat hotay hein…??Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic Sharm o Haya*” Sawal 1. Sharm o haya insaani zaiwar kaha jata hy… Is mein sharam or haya do lafz hein… Agar in k matlab mein koe farq hy tou kia hy….??? Dil sy Dua Sawal 2. Sharm o haya ko hamein zindagi mein kia ehmiyat daini chahiye…waazeh karein…?? Dil sy Dua Sawal 3 Hamein sharm o haya k zaiwer sy khud ko sajaey rakhnay k leay kia kia step lainay chahiyein…?? Tips dain…  Read More →

  “Zaaat per Kaam” “*Topic-Shukar*” Sawal 1. Apk kheyal mein… Shukar kis ihsas ka naam hy…? Shukar k baray mein… Koe Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen. Dil sy Dua:) Sawal 2 Apk kheyal mein… Shukar guzari k ihsas mein rehnay k faiday kia kia hein…? Dil sy Dua Sawal 3 Shukar guzari k ihsas ko apnay andar kaisay barrhaya ja sakta hy…? Tips dain Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Mayoosi*” Sawal 1. Aap k kheyal mein… Mayoosi kia hy..?? Qurani aayat ya Hadees mubarika bhe share karein… Dil sy Dua:) Sawal 2. Apk kheyal mein… Mayoosi ke wajoohat kia kia hein..? Dil sy Dua Sawal 3. Mayoosi k nuqsanat kia kai hein..? Dil sy Dua Sawal 4. Mayoosi sy bacha kaisay ja sakta hy…? Tips den. Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Ihsas e Bartari*” Sawal 1. Aap k kheyal mein… Ihsas e bartari kia hy…? Or is Ihsas e bartari ke kia kia wajoohat hoti hein…? Dil sy Dua:) Sawal 2. Ghehrai sy jaiza len or share karen k.. Kis kis hawalay sy hamaray andar ihsas e bartari aata hy….? Dil sy Dua Sawal 3. Ihsas e bartari ke waja sy hamein kia kia nuqsanaat ho saktay hein …? Dil sy Dua Sawal 4. Aap k kheyal mein. Ihsas e bartari sy kaisay khud ko azad karaya jaa sakta hy…? Tips den… Dil sy Dua:)  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Keena*” Keena ka matlab hy k, Kisi sy daanista ya na-danista sarzad hoa koe aisa amal ya baat, jis sy hamein takleef pahonchi ho… os par chahay ham ny bazaahir ghussa keya ho ya na keya ho par os dil aaazaari ko dil mein dabaaey rakhna or yaad aajanay par Dil he dil min os sy khaar khaatay rehna keena kehlata hy. Sawal 1. Keena ke wajoohat kia kia ho sakti hein…? Dil sy Dua Sawal 2. Keena k nuqsanat kia kia hein…? Dil sy Dua Sawal 3. Zaat par kaam kartay hoay khud ko kaisay keena sy azad karaya ja saktaRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Khamoshi*” Sawal 1. Aap ke nazar mein khamoshi ke kia ehmiyat hy….?? Dil se dua Sawal 2. Khamoshi k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…!! Dil sy Dua Sawal 3. Aap ke nazar mein… Khamoshi k kia kia faiday hein…??? Dil sy Dua Sawal 4. Jahan moamla biggar raha ho wahan maslehat k tehat khamoshi ikhtiar ke jaye ta k bigaar sy bacha ja sakay. Apna jaaiza lain k… Kia ham aisay maoqon par khamoshi ikhtiar kartay hein ya bol kr nuqsan uthatay hein…??? Dil sy Dua:) Sawal 5. Khamoshi ke apni jaga ehmiayat hy… Magar zarorat parrnayRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Taqwa*” Sawal 1. Taqwa sy kia murad hy… wazeeh karein…? Dil sy Dua Sawal 2. Taqwa k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Taqwa ikhtiyar karnay ke raah par hamein kia kia rukawatein paish aati hein…?? Dil sy Dua Sawal 4. Apna jaiza lein… Kia ham taqwa ke ehmiyat sy waqif honay k bawajood taqwa ikhtiar karnay ke koshish kartay hein ya nai…? Dil sy Dua Sawal 5. Wo kia soch ya ihsas hy jo agar hamary andar baidar hon tou wo hamein taqwa ikhtiyar karnay ke raghbat dila skta hein…?? Dil syRead More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Khush Ikhlaqi*” Sawal 1. Khush ikhalqi sy kia murad hy…? Dil sy Dua Sawal 2. Ikhlaq k baray ko Qurani ayat ya Hadees e Mubarika sy waazeh karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Apk kheyal mein… Khus ikhlaqi kin kin khoobion ka majmooa hy….?? Dil sy Dua Sawal 4. Apna jaiza lein… Hamaray andar achay ikhlaq ke kon kon khoobian maojood hein… Or kahan kahan kami hy…?? Dil sy Dua Sawal 5. Ham khud par kaisay working kar k achay ikhlaq ke khoobian paida ker saktay hein….?? Tips dain…!! Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Lalach*” Sawal 1. Apk kheyal mein.. Lalach kia hoti hy… Laalchi shakhs ke kia soch ya ihsas hotay hein…?? Dil sy Dua Sawal 2. Apna gherai sy jaiza len… Ham kis kis hawalay sy lalach mein mubtala hein…?? Dil sy Dua Sawal 3. Ham zaida tar dunia ke zindgi k hawalay sy lalach ka shikar hotay hein. Apk kheyal mein is… Lalach ke wajoohat kia kia ho sakti hein…?? Dil sy Dua  Sawal 4. Lalach k nuqsanat kia kia hotay hein…?? Dil sy Dua Sawal 5. Lalach sy bacha kaisay jaa sakta hy…??? Tips dain…! Dil sy DuaRead More →