“Zaat Par Kaam”
“*Topic-Khamoshi*”
Sawal 1.
Aap ke nazar mein khamoshi ke kia ehmiyat hy….??
Dil se dua
Sawal 2.
Khamoshi k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…!!
Dil sy Dua
Sawal 3.
Aap ke nazar mein…
Khamoshi k kia kia faiday hein…???
Dil sy Dua
Sawal 4.
Jahan moamla biggar raha ho wahan maslehat k tehat khamoshi ikhtiar ke jaye ta k bigaar sy bacha ja sakay.
Apna jaaiza lain k…
Kia ham aisay maoqon par khamoshi ikhtiar kartay hein ya bol kr nuqsan uthatay hein…???
Dil sy Dua:)
Sawal 5.
Khamoshi ke apni jaga ehmiayat hy…
Magar zarorat parrnay par hamein mukhtalif maoqon par khamoshi ke bajaye guftagoo ka sahara lena parta hy ta k haq ka bol bala ho.
Aisay maoqay par hamein kis tara sy haq ka daman tham kar guftagoo karni chahiye…??
Dil sy Dua
Sawal 6.
Khamoshi ko apne aadat kaisay banaya jaye… ya kamoshi ke aadat kaisay apnaya jaye…??
Tips dain…!!
Dil sy Dua