*” Tazkia E Nafs “* Ham zaat par kaam krtay hoay bhe apni zaat ko faramosh nai kartay… Or apni marzion sy bhe apni marzi, pasand, sahoolat or asani k moutaniq he hath outhatay hein. Q.Aj ham apna jaiza len gay k kahan kahan ot kaisay ham zat pr kam krtay hoay bhe zaat mein phanssay or kisi moamlay mein marzion sy hath outhatay hoay bhe kis tara apni he marzi ke. Nafs ke Jang Jari Rahay  31Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Shah Jee Farmati hein… “Is Duniya Tay Harr Gall Nu Bass Apnri Khata Aakh…” Ham ziada tarr moamlat mein Apni ghalti dhoondhna or tasleem karnay ke bajaye doosron ko qasoor waar thehra daitay hein… Jab k is safar mein nazar khud par rakh kr… ‘Har Gall Nu Bass Apnnri Khata’ Tasleem krna hota hy. Q. Aj is hawalay sy apna jaiza lain gay or share karen gay K Kahan kahan… Kisi or ko qasoorwar samjha… Or kahan apnay ihsas soch or amal mein… Apni khata dhoondhi, tasleem ke or koe step leya…. Nafs ke Jang Jari Rahay  32Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Ham ny har hal mein nazar Masabab ul Asabab par rakhni hoti hy or deye gaye sabab ikhtiar karnay hotay hein. Apna jaiza len or share karen kisi bhe tara k halaat mein… Ham sab sy pehlay Masabab ul Asbab sy rajoou kartay hein ya phir sabab par nqzar jati hy… Nafs ke Jang Jari Rahay  34Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q.Kia ham apnay dil mein itni wussat rakhtay hein k kisi ke ziadti ko asani sy maof kar den…? Is baray mein agar zati experience share karen tou acha lagay k kaisay kisi ko khulay dil sy maof keya. Nafs ke Jang Jari Rahay  35Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Ham zindgi mein sadgi akhtiyar kartay ya zahiri shan o shokat ko tarjeeh detay hein….? Is hawalay sy jaiza len or share karen kahan sadgi or kahan zahiri shan ko ehmiyat detay hein. Nafs ke Jang Jari Rahay  36Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Momin ka dil.mom hota hy. Aj apna jaiza len k ham kis kis hawalay sakht dili ka muzahira kartay hein or is sakht dili ke wajoohat kia kia hein…? Nafs ke Jang Jari Rahay  37Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Allah ke raah k musafir k leay mazloomiat zehar ke tara hy. Aj apna gherai sy jaiza len.. Kis kis point par jaldi mazloomiat ka shikar hotay hein….? Nafs ke Jang Jari Rahay  38Read More →

*” Tazkia E Nafs “* Q. Jab mazloomiat ka attack ho tou batil k is waar sy bachnay or larrnay k leay kia tips hamarai madad kar saktay hein k ham mazloomiat sy nikal ayen…? Nafs ke Jang Jari Rahay  39Read More →