Key # 29: Hkr ko zindagi kay har phase mein piar aur power dy ky stable krna hota hai.

“Hkr ko zindagi kay har phase mein piar aur power dy ky stable krna hota hai.”

Hkr kay sath humaraa ek yaa do din, yaa ekk hee phasse mein rabtaa aur sath nii honaa hotaa. Balky Yee sarii zindagi kay liyeee hath thaaamnaaa aur Guidancee dety rehny kaa rishtaa hai… humari zindagi mein bht sy new mamlaat aur phasess atay hain..
school sy college.. colege sy profesional studiess… phirr job …phirr shadi… phirr bchhay… etc…
hum nee har phase mein hkr ko power aur guidance day kay har naye qadam aur mamlay mein stable krna hota hai.. yahan hum aksarrr zaat kay jaal mein bhi phas skty hain jaisyy e.g kay ” hkr ne abi job shuru ki to rabta km hogya ” hum ander sy bhii asall emin hkr ko job walay mamlay kay hawalay kr dety hain ?, aur apnaa rabtaa aur dil sy pyar power per sy dehan hataa lety hain kayy ab to hkr kaa bhi dehan batt gyaa..

Yahan ALERT rehnaa hai…

hrr duniaa ka mamlaa apnay sath duniaavi jaal lay kay ataa hai.. Hum ne hkr ko uss doran jab tak wo stable na ho jaye power pyaat aur rabtaa aur ziadaaa denaa hotaa hai …takah Ye shift aur change ka marhalaa wo Allah kay sang kamiyaabi sy Paar kray


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *