Key # 36: Working routine k kaamo se hatt k nai kee jaskti, ye sath sath moqa bnatay hue hoti hai

“Working routine k kaamo se hatt k nai kee jaskti, ye sath sath moqa bnatay hue hoti hai “

Humein wokring kay hawalay sy aisy lagtaa hai kayy hum jab mukamallll ” free” ho jayen aur koiii kaam naa ho tb hee hkr sy baat krein aur time dein… sarayy kamon syy hat kay hum wokring ko krnay walaa kaam le letyy hain naa..
jb kay aisay nai hotaa..
Working koiii bhttt alagg chizz nai hai ..aurr aisyy kabhi nai ho sktaaaa kay  duniaa mein rehtyy hum “free” hon… koi naa koi kaaam, mamlaa, baat ,haaalaat situation too chalti he rehtii hai… hum neee khudd moqaaa bnaa bnaa kayy Rabtaaaa aur dil kaa link qaim rakhnaaaa hotaa hai ….. jo puray din mein kabhi bhi thora thoraa krty rahain alert rehtyy too bahtareeen faidaaa day sktaaa hai.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *