Sawal #47- Tazkia e Nafs

*” Tazkia E Nafs “*
Sharr ham par khair ke shakal mein waar kab karta hy??
Jab bhe hamaray kisi ihsas, soch ya amal mein…
sirf ham or hamara ihsas, soch ya amal rahay ga tou wo bazaahir nazar aati hoe khair ko bhe Sharr bantay dair nahi lagay ge.
Is leay gehri nazar rakh k kbud ko check keya karein tou he is khair mein chupay sharr ko pehchaan sakein gy.
( Shah Jee )

Q. Apna jaiza len k…
ham apnay ihsas, soch or amal mein akelay hotay hein ya Allah ka ihsas hamaray sath hota hy jo hamein apnay ihsas, soch or amal ko Allah ke hukam k tabay rakh k khair banata hy or sharr sy bachata hy.
Nafs ke Jang Jari Rahay 
47


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *